Kedara Lyrics – Hansraj Raghuwanshi | Bhakti Bhajan
Kedara Lyrics in English Letters (Romanized)
Tere Rang Mein Main Rang Jaaun
Kuchh Aisa Jaadu Sa Kar Do
Main Tere Dwaare Aaya Baba
Jholi Khaali Bhar Do
Ek Tu Mera, Bas Tu Mera
Sab Tera Hi Sahara
(Tera Hi Sahara)
Kedaara… Kedaara…
Janmon-Janmon Ka Saath Hai Hamaara
Kedaara… Kedaara…
Janmon-Janmon Ka Saath Hai Hamaara
Chaukhat Pe Teri Main Aaya Bhole Baba
Qismat Ke Taale Khul Gaye
Duniya Se Maangun Kya Sahara?
Mujhko To Tum Hi Mil Gaye
Chaukhat Pe Teri Main Aaya Bhole Baba
Qismat Ke Taale Khul Gaye
Duniya Se Maangun Kya Sahara?
Mujhko To Tum Hi Mil Gaye
Tere Rang Mein Rang Jaaun To
Main Rang Jaaun Aisa
Tere Ishq Mein Main Ho Jaaun
Main Ho Jaaun Qurbaan
Ek Tu Mera, Bas Tu Mera
Sab Tera Hi Sahara
Kedaara… Kedaara…
Janmon-Janmon Ka Saath Hai Hamaara
Kedaara… Kedaara…
Janmon-Janmon Ka Saath Hai Hamaara
Shiv Hi Tha, Shiv Hi Hai
Shiv Hamesha Rahega
Main Rahun Ya Na Rahun
Woh Hamesha Rahega
Shiv Hi Tha, Shiv Hi Hai
Shiv Hamesha Rahega
Main Rahun Ya Na Rahun
Woh Hamesha Rahega
Shiv Jogi Vasda Ae
Shiv Jogi Vasda Ae
Vasda Oonchiyan Oonchiyan Dhaara
Kedarnath Hai Naam Jiska
Kedarnath Hai Naam Jiska
Duniya Ka Rakhwala
Ye Damruwala Bhola Bhaala
Parvati Ka Gharwala
Ye Damruwala Bhola Bhaala
Parvati Ka Gharwala
Shiv Jogi Vasda Ae
Vasda Oonchiyan Oonchiyan Dhaara
Shiv Jogi Vasda Ae
Vasda Oonchiyan Oonchiyan Dhaara...!
Written by: Hansraj Raghuwanshi
Kedara Song Description
Descrip