Mahadev Ka Vivah Lyrics – Hansraj Raghuwanshi | Bhakti Bhajan

Mahadev Ka Vivah Lyrics – Hansraj Raghuwanshi | Bhakti Bhajan

Mahadev Ka Vivah Song Poster from Hansraj Raghuwanshi - Bhakti Bhajan

Mahadev Ka Vivah Lyrics in English Letters (Romanized)

Mangalam Bhagwan Vishnuh
Mangalam Garudadhwajah
Mangalam Pundarikakshah
Mangalaya Tano Harih

Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai

Shor Machayenge, Bhaang Chadhayenge
Shor Machayenge, Bhaang Chadhayenge
Itna To Chalta Hai, Shambhu!

Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai

Hum Bhi Baraati Hain
Naath Ki Baraat Ke
Bhooton Preton Ko
Laaya Shambhu Saath Mein
Thumka Laga Do Zara
Tum Bhi Is Baat Pe
Kitne Pyaare Lag Rahe
Shiv Gaura Ek Saath Mein

DJ Bajayenge, Sabko Nachayenge
DJ Bajayenge, Sabko Nachayenge
Itna To Chalta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai

Apne Dulhe Raja Ki
Waah-Waah Kya Baat Hai!
Shaadi Mein Shaamil Hui Poori Kaaynaat Hai
Rishi Muni Dev Teeno Lok Rahe Naach Hain
Pata Chal Raha Hai Shivratri Ki Raat Hai

Patakhe Jalayenge, Shehar Jagmagayenge
Patakhe Jalayenge, Shehar Jagmagayenge
Itna To Chalta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai

Bam Bam Bam Bam Bam
Bam Bam Bam Bam Bam
Bam Bam Bam Bam Bam
Bam Bam Bam Bam Bam

Hum To Range Hue Hain Bhole Ke Rang Mein
Booti Macha Rahi Hai Halla Ang-Ang Mein
Apne Gauri Shankar Ki Shaadi Ke Jashn Mein
Hansraj, Raviraj Naache Ek Sang Mein

Dharti Hilayenge, Pagle Ho Jaayenge
Dharti Hilayenge, Pagle Ho Jaayenge
Itna To.. Itna To..
Itna To Chalta Hai, Shambhu!

Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivaah Hai,
Naachna To Banta Hai...!

Written by: Raviraj


Mahadev Ka Vivah Song Description

Descrip