Mahakumbh Mein Dubki Laga Lyrics – Hansraj Raghuwanshi | Bhakti Bhajan
Mahakumbh Mein Dubki Laga Lyrics in English Letters (Romanized)
Har Har Gange Namah Shivay
Ganga Jahan Vahan Shambhu Samaaye
Har Har Gange Namah Shivay
Ganga Jahan Vahan Shambhu Samaaye
Ganga Ki Dhaara Shiv Shiv Gaaye
Ganga Jahan Vahan Shambhu Samaaye
Shambhu Samaaye
Mahakumbh Mein Dubki Laga
Mahadev Ji Mil Jaayenge
Har Har Gange Namah Shivay
Ganga Jahan Vahan Shambhu Samaaye
Mahakumbh Mein Dubki Laga
Mahadev Ji Mil Jaayenge
Ganga Ki Lehron Mein Tujhe
Shiv Gangadhar Dikh Jaayenge
Utra Hai Swarg Prayag Mein
Rakh Aastha Anuraag Mein
Shiv Ganga Ek Din Tujhe
Mukti Ka Path Dikhlayenge
Mahakumbh Mein Dubki Laga
Mahadev Ji Mil Jaayenge
Ganga Ki Lehron Mein Tujhe
Shiv Gangadhar Dikh Jaayenge
Har Har Gange Namah Shivay
Ganga Jahan Vahan Shambhu Samaaye
Har Har Gange Namah Shivay
Ganga Jahan Vahan Shambhu Samaaye
Ye Ganga Jamuna Saraswati
Shiv Karuna Ka Uphaar Hai
Har Har Gange Namah Shivay
Ganga Jahan Vahan Shambhu Samaaye
Ye Ganga Jamuna Saraswati
Shiv Karuna Ka Uphaar Hai
Dharti Ko Pyaasa Dekhkar
Shiv Ne Kiya Upkaar Hai
Paani Samajhna Na Ise
Mahakumbh Amrit Dhaar Hai
Jab Tak Hai Shiv Ganga Yahan
Tab Tak Hi Ye Sansaar Hai
Ho Jaayenge Us Paar Vo
Gote Yahan Jo Lagaayenge
Mahakumbh Mein Dubki Laga
Mahadev Ji Mil Jaayenge
Ganga Ki Lehron Mein Tujhe
Shiv Gangadhar Dikh Jaayenge
Mahakumbh Mein Dubki Laga
Mahadev Ji Mil Jaayenge
Mahadev Ji Mil Jaayenge
Mahadev Ji Mil Jaayenge
Karta Kare So Na Hoy
Shiva Kare So Hoy
Teen Lok Nau Khand Base
Shiv Se Bada Na Koi....!
Written by: Ravi Chopra
Mahakumbh Mein Dubki Laga Song Description
Descrip