जिसको दी जगह मैंने दिल में Jisko Di Jagah Maine Dil Mein Song by Manojj Negi - Read Lyrics

जिसको दी जगह मैंने दिल में Jisko Di Jagah Maine Dil Mein Lyrics in Hindi

जिसको दी जगह मैंने दिल में
उसने ही मेरा दिल तोड़ दिया
जज़्बात से मेरे वो खेला
और दिल का भरम भी तोड़ दिया

जो कभी मेरी बाहों में आकर के
कहते थे कि तुम संग रहना है
वो ही आज बदल गए वादों से
किसी और से अब क्या कहना है
किसी और से अब क्या कहना है

जो कभी था मेरा राहे हमसफर
उसने ही सफर में छोड़ दिया
जिसको दी जगह, मैंने दिल में
उसने ही मेरा दिल तोड़ दिया

जिस्मों के ज़ख्म मिट जाते हैं
पर दर्द-ए-जिगर दिखता ही नहीं
ये दिल सब कुछ सह जाता है
और उफ़ भी बेचारा करता नहीं
और उफ़ भी बेचारा करता नहीं

अब कोई कहे किसको दूँ ये दिल
हर हाथ में पत्थर दिखता है
दिल टूटा तो मैंने जान लिया
ये प्यार भी अब तो बिकता है

रोना ही लिखा है जो किस्मत में
फिर रो लूंगा मैं फुरसत से
जो ज़ख्म मिले मुझको तुमसे
धो लूंगा उन्हें मैं अश्कों से
धो लूंगा उन्हें मैं अश्कों से

क्यों निकला तू हरजाई सनम
ये शिकवा करना छोड़ दिया
तूने अपना मुझे समझा ही नहीं
जा मैंने भी तुझको छोड़ दिया

गीतकार: धर्मेंद्र एहसास


Jisko Di Jagah Maine Dil Mein Lyrics in English

Jisko Di Jagah Maine Dil Mein
Usne Hi Mera Dil Tod Diya
Jazbaat Se Mere Wo Khela
Aur Dil Ka Bharam Bhi Tod Diya

Jo Kabhi Meri Baahon Mein Aakar Ke
Kehte The Ki Tum Sang Rehna Hai
Wo Hee Aaj Badal Gaye Vaadon Se
Kisi Aur Se Ab Kya Kehna Hai
Kisi Aur Se Ab Kya Kehna Hai

Jo Kabhi Tha Mera Raah-e-Humsafar
Usne Hi Safar Mein Chhod Diya
Jisko Di Jagah, Maine Dil Mein
Usne Hi Mera Dil Tod Diya

Jismon Ke Zakhm Mit Jaate Hain
Par Dard-e-Jigar Dikhta Hee Nahi
Yeh Dil Sab Kuch Sah Jaata Hai
Aur Uh Bhi Bechaara Karta Nahi
Aur Uh Bhi Bechaara Karta Nahi

Ab Koi Kahe Kisko Doon Yeh Dil
Har Haath Mein Patthar Dikhta Hai
Dil Toota To Maine Jaan Liya
Yeh Pyaar Bhi Ab To Biktah Hai

Rona Hee Likha Hai Jo Kismat Mein
Phir Ro Loonga Main Fursat Se
Jo Zakhm Mile Mujhko Tumse
Dho Loonga Unhein Main Ashkon Se
Dho Loonga Unhein Main Ashkon Se

Kyon Nikla Tu Harzaai Sanam
Yeh Shikwa Karna Chhod Diya
Tune Apna Mujhe Samjha Hee Nahi
Jaa Maine Bhi Tujhko Chhod Diya

Written by: Dharmendra Ehsaas