हारेया Haareya Song by Mukul Sharma, Bhavdeep Romana - Read Lyrics

हारेया Haareya Lyrics in Hindi

उसके बाद मैंने मुस्कुराना छोड़ दिया
दिल टूटा तो फिर दिल लगाना छोड़ दिया
वो ढूंढ रहा है ज़माने में मुझसे बेहतर
जिसके लिए मैंने ज़माना छोड़ दिया

हारेया, हारेया, नज़रों के धोखे में सब हारेया
कर दिया है रेहा, वो परिंदा अब से मेरा ना रहा

वो दिन किस दिन के बाद में आएगा
जिस दिन के बाद में तू
किसी की बात में नही आएगा
मैं रातों में जागता हूँ और मसला ये है के
मेरा महबूब मासूम है
रात को घर से बाहर नही आएगा

दिल में उसकी तस्वीर कील से गड़ी हुई है
तस्वीर निकल जाएगी निशान नही जाएगा
राख बचती है जलने के बाद
और कौन पागल है? राख से दिल लगाएगा
साली मोहब्बत

वादे तेरे झूठे सारे सपने भी गुम हैं
लफ़्ज़ों की उलझनों में अँखियां भी नम हैं
ख़ुश तू नहीं, अगर ये सही
ख़ुश तू नहीं, अगर ये सही
छड के मैं तैनू जा रहा
हारेया, हारेया,
नज़रों के धोखे में सब हारेया
कर दिया है रेहा,
वो परिंदा अब से मेरा ना रहा

दिल से आज भी
इस बात का सदमा नही जाता
कि एक ख़त है जो
हमसे आज भी लिखा नही जाता
उसको इतनी जल्दी किस बात की थी
के चला गया वो
हमको तो उससे नज़रें फेरना भी नही आता
ना जाने किसकी बात में आने लगे हैं वो
जबसे आने लगे हैं दूर जाने लगे हैं वो
अभी तो उनका हाथ मेरी हथेली में था
फिर मुझको क्यूँ याद आने लगे हैं वो

मैंने इस बात को ज़्यादा तवज्जो दिया
कि उनके दर्द का ख़्याल करूँ
नजरअंदाज किया के शामे कहाँ बितती है उनकी
ये अच्छा हुआ के बिछड़न ने आपको नही तोड़ा
हम जानते हैं
टूट कर हड्डियाँ भी नही बचती किसी की
ख़ैर इसके बाद भी आप चैन से सो जाते हैं
फिर आपसे क्या गिला करे
के आप हर किसी के हो जाते हैं
हम मुकद्दर के हारे ही सही
लेकिन मोहब्बत में सिकंदरों को भी हराते हैं

हाँ मैं हारेया, हाँ मैं हारेया
हाँ मैं हारेया

गीतकार: मुकुल शर्मा


Haareya Lyrics in English

Uske Baad Maine Muskurana Chhod Diya
Dil Toota To Phir Dil Lagana Chhod Diya
Wo Dhoond Raha Hai Zamane Mein Mujhse Behtar
Jiske Liye Maine Zamana Chhod Diya

Hareya, Hareya, Nazaron Ke Dhokhe Mein Sab Hareya
Kar Diya Hai Reha, Wo Parinda Ab Se Mera Na Raha

Wo Din Kis Din Ke Baad Mein Aayega
Jis Din Ke Baad Mein Tu
Kisi Ki Baat Mein Nahi Aayega
Main Raaton Mein Jagta Hoon Aur Masla Ye Hai Ke
Mera Mehboob Masoom Hai
Raat Ko Ghar Se Bahar Nahi Aayega

Dil Mein Uski Tasveer Keel Se Gadi Hui Hai
Tasveer Nikal Jayegi Nishan Nahi Jayega
Raakh Bachti Hai Jalne Ke Baad
Aur Kaun Paagal Hai? Raakh Se Dil Lagayega
Saali Mohabbat

Waade Tere Jhoothe Saare Sapne Bhi Gum Hain
Lafzon Ki Uljhanon Mein Ankhiyan Bhi Nam Hain
Khush Tu Nahi, Agar Ye Sahi
Khush Tu Nahi, Agar Ye Sahi
Chhad Ke Main Tainu Ja Raha
Hareya, Hareya,
Nazaron Ke Dhokhe Mein Sab Hareya
Kar Diya Hai Reha,
Wo Parinda Ab Se Mera Na Raha

Dil Se Aaj Bhi
Is Baat Ka Sadma Nahi Jaata
Ki Ek Khat Hai Jo
Humse Aaj Bhi Likha Nahi Jaata
Usko Itni Jaldi Kis Baat Ki Thi
Ke Chala Gaya Wo
Humko To Usse Nazrein Ferna Bhi Nahi Aata
Na Jaane Kiski Baat Mein Aane Lage Hain Wo
Jabse Aane Lage Hain Door Jaane Lage Hain Wo
Abhi To Unka Haath Meri Hatheli Mein Tha
Phir Mujhko Kyun Yaad Aane Lage Hain Wo

Maine Is Baat Ko Zyada Tawajjo Diya
Ki Unke Dard Ka Khayal Karun
Nazarandaaz Kiya Ke Shaame Kahan Bit'ti Hain Unki
Ye Achha Hua Ke Bichhdan Ne Aapko Nahi Toda
Hum Jaante Hain
Toot Kar Haddiyan Bhi Nahi Bachti Kisi Ki
Khair Iske Baad Bhi Aap Chain Se So Jaate Hain
Phir Aapse Kya Gila Kare
Ke Aap Har Kisi Ke Ho Jaate Hain
Hum Muqaddar Ke Haare Hi Sahi
Lekin Mohabbat Mein Sikandaron Ko Bhi Haraate Hain

Haan Main Hareya, Haan Main Hareya
Haan Main Hareya

Written by: Mukul Sharma