Dil Mera Lyrics – Nishtha Sharma | Zee Music Originals

Read full lyrics of soulful "Dil Mera" by Nishtha Sharma. Composed by Shrikant Krishna, penned by Kumaar. A heartbreak anthem from Zee Music Originals.

Dil Mera Song Poster from Zee Music Originals

Dil Mera Lyrics in English Letters (Romanized)

Dil Mera Jis Pe Aaya Hai
Usi Ne Dil Dukhaya Hai
Dil Mera Jis Pe Aaya Hai
Usi Ne Dil Dukhaya Hai

Wo Aankhon Mein Rahe Lekin
Nazar Mein Rah Nahi Paaye
Wo Saanson Se Guzarte Gaye
Dhadkanon Tak Nahi Aaye

Mujhe Apna Banakar Kyon?
Kiya Usne Paraya Hai
Dil Mera Jis Pe Aaya Hai
Usi Ne Dil Dukhaya Hai

Wo Aansu De Gaye Hain,
Muskuraahat Ko
Ansuna Kar Gaye Wo
Dil Ki Aahat Ko

Wo Aansu De Gaye Hain,
Muskuraahat Ko
Ansuna Kar Gaye Wo
Dil Ki Aahat Ko

Wo Mujhko Na Samajh Paaye
Ye Ek Dard Tadpaye
Jise Humne Hansaaya Hai
Humein Usne Rulaya Hai

Dil Mera Jis Pe Aaya Hai
Usi Ne Dil Dukhaya Hai

Wo Aankhon Mein Rahe Lekin
Nazar Mein Rah Nahi Paaye
Wo Saanson Se Guzarte Gaye
Dhadkanon Tak Nahi Aaye

Mujhe Apna Bana Kar Kyon?
Kiya Usne Paraya Hai
Dil Mera Jis Pe Aaya Hai
Usi Ne Dil Dukhaya Hai

Written by: Kumaar


Dil Mera Song Description

"Dil Mera" is a beautiful but sad Hindi song sung by Nishtha Sharma. The song tells the story of a person whose heart is broken by someone they loved very much. The lyrics explain the deep pain of feeling ignored and left behind by that person. Even though the loved one was close, they felt distant and did not return the same feelings. The music, composed by Shrikant Krishna, is emotional and soft, which helps to express the sadness of the story. Nishtha Sharma's singing is very heartfelt and adds to the song's feeling of loneliness and hurt. This song is for anyone who has ever loved someone and had their heart broken. It was created by the Zee Music Company.