Humsaaya Lyrics – Samira Koppikar, Yash Kapoor, Ujwal Gajbhar | Zee Music Originals

Read the heartfelt lyrics of Humsaaya. This romantic Zee Music Original is sung by Samira Koppikar & Yash Kapoor. Feel the magic of true love!

Humsaaya Song Poster from Zee Music Originals

Humsaaya Lyrics in English Letters (Romanized)

Tum Jo Mile
Mujhe Aaya Hai Yakeen Mere Liye
Hi Hai Bana Koi Tum Jo Mile
Hui Puri Arziyaan Kaisa Laga

Kaise Karun Bayaan?
Tum Mile Yun Laga Ki
Khwaab The Jo Bhi Baaki
Aaj Wo Bhi Pure Ho Chale

Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye

Dekh Meri Chaadaron Pe Silwate Hai Teri
Teri Aur Hi Mudegi Karwate Ye Meri
Teri Panaah Mein Hai Mera Ghar Naya
Koi Doosra Nahi Hai Darmiyaan

Hum Hain Paas Itne
Dekho Hum Ko Kitne
Faslon Se Dekhe Faasle

Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye

Nainon Ki Gathriyaan Pe
Gajre Ki Baandh Le Dori
Sajna Ke Sapne Sona
Thagwa Na Karle Chori

Man Mein Aiso Lage
Jee Upar Neeche Bhaage
Man Saari Raina Jaage
Ae Thareko Chhupa Loon Saajna Re
O Re Dhola Mahre

Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye
Tum Ho Gaye
Hamsaaya Tum Ho Gaye

Written by: Puneet Sharma


Humsaaya Song Description

The song "Humsaaya" is a beautiful love song produced by Zee Music Company. It is sung by Samira Koppikar, Yash Kapoor, and Ujwal Gajbhar, with music also composed by Samira Koppikar and lyrics penned by Puneet Sharma. The lyrics express the joy of finding a soulmate. The opening lines, "tum jo mile, mujhe aaya hai yaqeen mere liye hi hai bana koi," translate to the singer feeling convinced that this partner was made just for them. The core theme, repeated in the catchy refrain, is "tum ho gaye humsaaya," meaning "you have become my companion, my confidant." A notable line, "teri panah mein hai mera ghar naya," poetically states that a new home is found in the partner's shelter, signifying no distance remains between them. The song also features a touch of Rajasthani folk music in verses like "nainon ki gathriyan pe," adding to its unique charm. Overall, it's a heartfelt celebration of love, closeness, and the happiness of finding a life partner.