Tere Sang Song Lyrics – Parvathi Meenakshi, Ujwal Gajbhar | Zee Music Originals

Read the full lyrics of Tere Sang from ZeeTV. This romantic song is sung by Parvathi Meenakshi & Ujwal Gajbhar, with music by Sachet-Parampara. Feel the emotion in every word!

Tere Sang Song Poster from Zee Music Originals

Tere Sang Lyrics in English Letters (Romanized)

Tere Sang Jud Gayi Yaari
Ishq Ne Nazar Utaari
Naina Kar Baithe Hain Izhaar Ab Tumse

Tere Sang Jud Gayi Yaari
Ishq Ne Nazar Utaari
Naina Kar Baithe Hain Izhaar

Maine Ye Naseeba Rab Se Khareeda
Khud Ko Jo Haara, Tujhko Hai Jeeta
Sang Jo Mere Tu Jag Ye Suhaaye
Bas Ye Dua Tu Door Na Jaaye

Saare Sukh Dukh Saath Nibhaaye
Chal Ghar Kahin Door Banaaye
Main Tera Chand Tu Ban Mera Aasman

Tere Sang Jud Gayi Yaari
Ishq Ne Nazar Utaari
Naina Kar Baithe Hain Izhaar Ab Tumse
Tere Sang Jud Gayi Yaari
Ishq Ne Nazar Utaari
Naina Kar Baithe Hain Izhaar

Tere Kajre Ki Ye Dhaar
Mujhe Kehti Hai Har Baar
Ho Ja Naino Ki In Kashtiyon Pe Sawaar

Main To Chale Aaoon
Tu Jahan Le Jaaye
Main To Chale Aaoon
Chahe Sab Kho Jaayein
Main To Chale Aaoon
Dil Ki Lagi Ye Baandhi Hai Bas Tumse

Saare Sukh Dukh Saath Nibhaaye
Chal Ghar Kahin Door Banaaye
Main Tera Chand Tu Ban Mera Aasman

Tere Sang Jud Gayi Yaari
Ishq Ne Nazar Utaari
Naina Kar Baithe Hain Izhaar

Yaari Re Jud Gayi Tere Sang
Tere Sang Jud Gayi Yaari Re

Written by: Priya Saraiya


Tere Sang Song Description

"Tere Sang" is a beautiful romantic song composed by the talented music duo Sachet-Parampara. It is sung by Parvathi Meenakshi and Ujwal Gajbhar, with heartfelt lyrics penned by Priya Saraiya. Released as a collaboration between Zee Music Company and ZeeTV, the song's lyrics speak of deep love and connection. The words describe how a profound friendship ("yaari") has blossomed into love ("ishq"), where eyes ("naina") confess feelings without saying a word. It expresses a desire to be together through all happiness and sorrow, to build a home far away, and to remain inseparable. With its soulful melody and touching lyrics, this song has become a favorite among listeners who enjoy romantic music.