Yaad Lyrics – Arko | Zee Music Originals

Read the full soulful Lyrics of Yaad from Tum Aaoge. Sung & composed by Arko, this romantic track captures the pain of longing and beautiful memories.

Yaad Song Poster from Zee Music Originals

Yaad Lyrics in English Letters (Romanized)

Ye Nadiyan Ye Galiyan Ye Paagal Hawa
Humein Yaad Rakhenge Kya?
Aapki Ye Do Madhosh Aankhen Sada
Humein Yaad Rakhenge Kya?

Tassavvur Mein Dekhi Gayi Daastaan
Humein Yaad Rakhenge Kya?
Ye Ehsaas-E-Jannat Ki Khushboo Sada
Humein Yaad Rakhenge Kya?

Ye Nadiyan Ye Galiyan Ye Paagal Hawa
Humein Yaad Rakhenge Kya?

Kal Ki Tasveer
Teri Seerat Jaisi Khoobsurat Hai
Par Mujhe Aaj Aitbaar Ki Zaroorat Hai
Umr Bhar Saath Apne Bas Mein Nahin
Ye Haqiqat Hai
Mujhe Bas Aaj Aitbaar Ki Zaroorat Hai

Ye Zulfen Ye Palkon Ki Thahri Dua
Humein Yaad Rakhenge Kya?
Ye Zamane Ki Zaalim Nigahein Sada
Humein Yaad Rakhenge Kya?

Ye Mehfooz Deewaron Ke Darmiyaan
Humein Yaad Rakhenge Kya?
Tassavvur Mein Dekhi Gayi Daastaan
Humein Yaad Rakhenge Kya?
Ye Nadiyan Ye Galiyan Ye...
Humein...
Aapki Ye Do Madhosh..
Humein..

Bata Bismil Ne
Mujhe Itni Saza Kyon Di Hai?
Ta Ke Darbaar-E-Muqaddar Mein Koi Insaan Ho
Tumhare Chehre Pe Kyon Shikan Nahin Aati
Ya To Haiwaan Ho Ya Tum Bhi Pareshan Ho

Written by: Arko


Yaad Song Description

"Yaad" is a beautiful Hindi song sung and composed by Arko, who also wrote the lyrics. The word "Yaad" means "memory." The song is about love, loss, and longing. The singer asks a heartfelt question to his beloved: will the rivers, the streets, the wind, and even her intoxicated eyes remember him after he is gone? He describes beautiful moments they shared, like a story seen in dreams and a feeling like heaven's scent. The song has a gentle, emotional tune that matches the sad and loving words. It makes the listener think about their own special memories and people they miss. This song is for anyone who has ever loved and remembered someone.