Dhun Song Lyrics – Arijit Singh | Saiyaara

Dhun Lyrics in English Letters (Romanized)

Hmm, Oh-Oh
Oh-Oh-Oh-Oh
Oh-Oh-Oh-Oh, Oh-Oh

Shohratein To Nahin Hain Mili
Na Raees Hoon Main Bada
Jeb Mein Hai Nahin Kuch Magar
Aas Hai Jo Wo Sun Le Zara

Tere Is Dil Ko Churane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun
Sanam Ko Apna Banane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun
Hai Yahi Ek Dhun

Ho-Oh, Aa-Oh-Oh
Na-Ne-En-En
Oh-Oh, Na-Na-Na
Ho-Oh-Oh-Oh-Oh
Ho-Oh-Oh-Oh
Ho-Oh-Oh-Oh, Ho-Ho

Jab Bhi Barsaat Aaye, Palkon Mein Dhaank Loonga
Na Kami Koi Khalegi, Tujhe Itna Pyaar Doonga
Chaand-Taare Le Aaoon, Hai Ye To Mumkin Nahin
Par Wada Hai Ye Kasam Se, Tere Saath Main Rahoonga
Tere Saath Main Rahoonga

Ye Main Daawa Nahin Kar Raha
Koi Taj-Mahal Hai Mera
Naam Ki Chand Deewarein Hain
Jinko Hi Ghar Main Kehta Raha

Tere Is Ghar Ko Sajane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun
Sanam Ko Apna Banane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun
Hai Yahi Ek Dhun

Ho-Oh-Oh-Oh-Oh
Ho-Oh-Oh-Oh
Hey Hey Ek Dhun
Ho-Oh-Oh-Oh-Oh
Ho-Oh-Oh-Oh
Hey Hey Ek Dhun

Tere Is Dil Ko Churane Ke Liye
Hai Yahi Ek Dhun

Written by: Mithoon


Dhun Song Description

The song "Dhun" from the movie Saiyaara is a beautiful and romantic promise. Sung by Arijit Singh, the song is about a man in love. He honestly says that he is not a rich or famous person. He does not have a lot of money. But what he does have is a deep love and a strong promise for his beloved. He sings that his only wish, his only "Dhun," is to win her heart and make her his own. He promises to protect her from the rain and to give her so much love that she will never feel any lack. He cannot bring the moon and stars for her, but he gives his word that he will always stay with her. The music, composed by Mithoon, is soft and matches the tender feeling of the lyrics perfectly.


 

Movie / Album / EP / Web Series