Aankhein Song Lyrics – A soulful romantic track sung, composed & written by Navjot Ahuja. Ye zindagi pehli dafa lagi haseen – full lyrics here.
Aankhein Lyrics in English Letters (Romanized)
Ye Zindagi Pehli Dafa Lagi Haseen
Jab Dekhi Humne Aankhein Teri
Aadhi Umr, Chain Se Beeti Meri
Phir Dekh Li Humne Aankhein Teri
Shaam Dhale, Chal Ghar Chalein
Tere Liye Hum Khaana Banaayein
Aa Ghar Chalein, Baith Ke Phir
Haathon Se Hum Apne Khilaayein
Ye Zindagi Pehli Dafa Lagi Haseen
Jab Dekhi Humne Aankhein Teri
Khoobsurat Zulfein Teri
Chehre Pe Jab Ye Aayein
Kahaan The Hum Bhool Jaayein
Mar Jaayein Hum Mar Jaayein
Chhoone Ke Bahaane Se Hum
Zulfein Teri Sanvaarein
Aur Agar Tu Phir Muskaaye
Mar Jaayein Hum Mar Jaayein
Shaam Dhale, Chal Ghar Chalein
Tujhko Nagme Gaa Ke Sunaayein
Aa Ghar Chalein, Aaraam Se
God Mein Apni Tujhko Sulaayein
Ye Zindagi Pehli Dafa Lagi Haseen
Jab Dekhi Humne Aankhein Teri
Aadhi Umr Chain Se Beeti Meri
Phir Dekh Li Humne Aankhein Teri
Shaam Dhale, Chal Ghar Chalein
Tujhko Nagme Gaa Ke Sunaayein
Aa Ghar Chalein, Aaraam Se
God Mein Apni Tujhko Sulaayein
Shaam Dhale, Saath Tere
Chhoti Si Ek Duniya Banaayein
Aadhi Umr Beeti Sahi
Aadhi Mohabbat Ke Gham Mein Bitaayein
Aadhi Umr Beeti Sahi
Aadhi Mohabbat Ke Gham Mein Bitaayein
Aadhi Umr Beeti Sahi
Aadhi Mohabbat Ke Gham Mein Bitaayein
Aadhi Mohabbat Ke Gham Mein Bitaayein
Aadhi Mohabbat Ke Gham Mein Bitaayein
Maut Dikhi, Aur Dikh Gayi Zindagi
Jab Dekhi Humne Aankhein Teri
Maangoon Main Kuch Ab
Us Khuda Se Jaayiz Nahin
Ab To Dekh Li Humne Aankhein Teri
Written by: Navjot Ahuja
Aankhein Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (आँखें)
ये ज़िंदगी पहली दफ़ा लगी हसीन
जब देखी हमने आँखें तेरी
आधी उम्र, चैन से बीती मेरी
फिर देख ली हमने आँखें तेरी
शाम ढले, चल घर चलें
तेरे लिए हम खाना बनाएँ
आ घर चलें, बैठ के फिर
हाथों से हम अपने खिलाएँ
ये ज़िंदगी पहली दफ़ा लगी हसीन
जब देखी हमने आँखें तेरी
ख़ूबसूरत ज़ुल्फ़ें तेरी
चेहरे पे जब ये आएँ
कहाँ थे हम भूल जाएँ
मर जाएँ हम मर जाएँ
छूने के बहाने से हम
ज़ुल्फ़ें तेरी सँवारें
और अगर तू फिर मुस्काए
मर जाएँ हम मर जाएँ
शाम ढले, चल घर चलें
तुझको नग़मे गा के सुनाएँ
आ घर चलें, आराम से
गोद में अपनी तुझको सुलाएँ
ये ज़िंदगी पहली दफ़ा लगी हसीन
जब देखी हमने आँखें तेरी
आधी उम्र चैन से बीती मेरी
फिर देख ली हमने आँखें तेरी
शाम ढले, चल घर चलें
तुझको नग़मे गा के सुनाएँ
आ घर चलें, आराम से
गोद में अपनी तुझको सुलाएँ
शाम ढले, साथ तेरे
छोटी सी एक दुनिया बनाएँ
आधी उम्र बीती सही
आधी मोहब्बत के ग़म में बिताएँ
आधी उम्र बीती सही
आधी मोहब्बत के ग़म में बिताएँ
आधी उम्र बीती सही
आधी मोहब्बत के ग़म में बिताएँ
आधी मोहब्बत के ग़म में बिताएँ
आधी मोहब्बत के ग़म में बिताएँ
मौत दिखी, और दिख गई ज़िंदगी
जब देखी हमने आँखें तेरी
माँगूँ मैं कुछ अब उस ख़ुदा से जायज़ नहीं
अब तो देख ली हमने आँखें तेरी
गीतकार: नवजोत आहूजा
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Song Details
| Song | Aankhein |
|---|---|
| Singer | Navjot Ahuja |
| Lyricist | Navjot Ahuja |
| Composer | Navjot Ahuja |
| Music Label | Navjot Ahuja |
| Release Date | 25 September 2026 |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Aankhein"?
The song was sung by Navjot Ahuja.
Who wrote the lyrics of "Aankhein"?
The lyrics were written by Navjot Ahuja.
Who composed the music for "Aankhein"?
The music was composed by Navjot Ahuja.
Which music label released "Aankhein"?
The song was released under the music label "Navjot Ahuja".
When was "Aankhein" released?
The song was released on 25 September 2026.