Kitni Pyaari Si Song Lyrics - A magical romantic track from Andaaz 2. The legendary Javed Ali's voice combined with Nadeem's music and Sameer's lyrics.
Kitni Pyaari Si Lyrics in English Letters (Romanized)
Hmm Kitni Pyari Si Hai Ye Raat
Tum Mujhe Mil Gaye
Tum Mujhe Mil Gaye
Chaand Taaron Ki Hai Baraat
Tum Mujhe Mil Gaye
Tum Mujhe Mil Gaye
Aaj Apni Hai Mulaqat
Tum Mujhe Mil Gaye
Tum Mujhe Mil Gaye
Kitni Pyari Si Hai Ye Raat
Tum Mujhe Mil Gaye
Tum Mujhe Mil Gaye
Roop Aankhon Mein Basa Lene Do
Khwaab Palkon Mein Saja Lene Do
Rang Hothon Ka Chura Lene Do
Aise Lamhon Ka Maza Lene Do
Kitne Dilkash Hai Khayalat
Tum Mujhe Mil Gaye
Tum Mujhe Mil Gaye
He Ae Ho Wo
Tumko Chhute Hi Mehak Jaate Hain
Dil Ke Armaan Bahak Jaate Hain
Apne Saaye Mein Simat Jaata Hoon
Main Khyaalon Se Lipat Jaata Hoon
Bas Mein Mere Nahi Jazbaat
Tum Mujhe Mil Gaye
Tum Mujhe Mil Gaye
Kitni Pyari Si Hai Ye Raat
Tum Mujhe Mil Gaye
Tum Mujhe Mil Gaye
Written by: Sameer
Kitni Pyaari Si Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (कितनी प्यारी सी)
हम्म कितनी प्यारी सी है ये रात
तुम मुझे मिल गये
तुम मुझे मिल गये
चाँद तारों की है बारात
तुम मुझे मिल गये
तुम मुझे मिल गयेआज अपनी है मुलाक़ात
तुम मुझे मिल गये
तुम मुझे मिल गये
कितनी प्यारी सी है ये रात
तुम मुझे मिल गये
तुम मुझे मिल गयेरूप आँखों में बसा लेने दो
ख्वाब पलकों में सजा लेने दो
रंग होठों का चुरा लेने दो
ऐसे लम्हों का मजा लेने दोकितने दिलकश है खयालात
तुम मुझे मिल गये
तुम मुझे मिल गये
हे ए हो वोतुमको छूते ही महक जाते हैं
दिल के अरमान बहक जाते हैं
अपने साए में सिमट जाता हूँ
मैं ख्यालों से लिपट जाता हूँबस में मेरे नहीं जज्बात
तुम मुझे मिल गए
तुम मुझे मिल गए
कितनी प्यारी सी है ये रात
तुम मुझे मिल गए
तुम मुझे मिल गए
गीतकार: समीर
👉 Submit / Request / Report Lyrics
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Kitni Pyaari Si | ANDAAZ 2 | Javed Ali | Aayush & Aakaisha | Suneel Darshan | Nadeem & Sameer
Song Featuring: Aayush Kumar , Aakaisha
Vocals: Javed Ali
Music: Nadeem (of Nadeem Shravan fame)
Lyrics: Sameer
Song Recreated by Suneel Darshan
Movie: Andaaz 2
Starring: Aayush Kumar, Aakaisha & Natasha Fernandez
Label: Shree Krishna International
Song Details
| Song | Kitni Pyaari Si |
|---|---|
| Album | Andaaz 2 Movie Songs Lyrics 2025 |
| Singer | Javed Ali |
| Lyricist | Sameer |
| Composer | Nadeem , Suneel Darshan |
| Music Label | Shemaroo Filmi Gaane |
| YouTube Audio | Listen on YouTube |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Kitni Pyaari Si"?
The song was sung by Javed Ali.
Who wrote the lyrics of "Kitni Pyaari Si"?
The lyrics were written by Sameer.
Who composed the music for "Kitni Pyaari Si"?
The music was composed by Nadeem and Suneel Darshan.
Which album is "Kitni Pyaari Si" from?
The song is from the album "Andaaz 2 Movie Songs Lyrics 2025".
Which music label released "Kitni Pyaari Si"?
The song was released under the music label "Shemaroo Filmi Gaane".