Kona Lyrics – a warm romantic song sung by Tushar Joshi, composed by Vayu & Vaibhav Pani, written by Vayu. Read the full lyrics here.
Kona Lyrics in English Letters (Romanized)
Yahaan Aane Ki Aadat Nayi Hai.
Ye Galiyaan Abhi Ajnabi Hain.
Ek Tujhko Hi Pehchaante Hain.
Humein Zyaada Pata Bhi Nahi Hai.
Phir Bhi Kabhi Tujhse Mila,
To Maine Socha Yahi Hai.
Kona Mere Puraane Ghar Ka.
Kaise Tere Shehar Aa Gaya.
Tune Jahaan Naam Mera Pukaara,
Yoon Kyon Laga Ke Ghar Aa Gaya.
Kona Mere Puraane Ghar Ka.
Kaise Tere Shehar Aa Gaya.
Tune Jahaan Naam Mera Pukaara,
Yoon Kyon Laga Ke Ghar Aa Gaya.
Lamhe Jo Tere Sang Beette Hain,
Unka Zara Zayka Hi Alag Hai.
Lamhe Jo Tere Sang Beette Hain,
Unka Zara Zayka Hi Alag Hai.
Tujhse Baatein Karke Dekha,
Ki Baaton Mein Bhi Hota Namak Hai.
Mausam Bhi Kaise Ye Aaye Naye Se,
Ki Baadal Hain, Taare Hain,
Saare Hamaare Hain.
Jhonka Koi Jo Kahin Ko Chala Tha,
Phoolon Ko Leke Idhar Aa Gaya.
Tune Jahaan Naam Mera Pukaara,
Yoon Kyon Laga Ke Ghar Aa Gaya.
Kona Mere Puraane Ghar Ka.
Kaise Tere Shehar Aa Gaya.
Written by: Vayu
Kona Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics
कोना के बोल | Tushar Joshi की आवाज़ में Vayu और Vaibhav Pani का संगीत, नए शहर में अपनापन ढूँढने वाला रोमांटिक गीत। पूरे लिरिक्स पढ़ें।
यहाँ आने की आदत नयी है।
ये गलियाँ अभी अजनबी हैं।
एक तुझको ही पहचानते हैं।
हमें ज़्यादा पता भी नहीं है।
फिर भी कभी तुझसे मिला,
तो मैंने सोचा यही है।
कोना मेरे पुराने घर का।
कैसे तेरे शहर आ गया।
तूने जहाँ नाम मेरा पुकारा,
यूँ क्यों लगा के घर आ गया।
कोना मेरे पुराने घर का।
कैसे तेरे शहर आ गया।
तूने जहाँ नाम मेरा पुकारा,
यूँ क्यों लगा के घर आ गया।
लम्हे जो तेरे संग बीतते हैं,
उनका ज़रा जायका ही अलग है।
लम्हे जो तेरे संग बीतते हैं,
उनका ज़रा जायका ही अलग है।
तुझसे बातें करके देखा,
कि बातों में भी होता नमक है।
मौसम भी कैसे ये आए नए से,
कि बादल हैं, तारे हैं,
सारे हमारे हैं।
झोंका कोई जो कहीं को चला था,
फूलों को लेके इधर आ गया।
तूने जहाँ नाम मेरा पुकारा,
यूँ क्यों लगा के घर आ गया।
कोना मेरे पुराने घर का।
कैसे तेरे शहर आ गया।
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Credits:
Song Name: Kona
Singer: Tushar Joshi
Music: Vayu, Vaibhav Pani
Lyrics: Vayu
Movie: Nakhrewaalii
Cast (Film): Ansh Duggal, Pragati Srivastava
Music Label: T-Series
Song Details
| Song | Kona |
|---|---|
| Album | Nakhrewaalii |
| Singer | Tushar Joshi |
| Lyricist | Vayu |
| Composer | Vayu , Vaibhav Pani |
| Music Label | T-Series |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Kona"?
The song was sung by Tushar Joshi.
Who wrote the lyrics of "Kona"?
The lyrics were written by Vayu.
Who composed the music for "Kona"?
The music was composed by Vayu and Vaibhav Pani.
Which album is "Kona" from?
The song is from the album "Nakhrewaalii".
Which music label released "Kona"?
The song was released under the music label "T-Series".