Nazar Battu Lyrics in English Letters (Romanized)
Mantra Ye Kaisa Tune Padha?
Main Tera Hua, Main Tera Hua
Mantra Ye Kaisa Tune Padha?
Main Tera Hua, Main Tera Hua
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Teri Rakhwali Ki Zidd Hai Meri
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Dhaage Mein Rakh Le Tu
Nazarbattu, Nazarbattu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Nazarbattu, Nazarbattu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Parwah Hi Nahi Ab Kya Hai Mera
Main Khud Hi Mera Na Raha
Parwah Hi Nahi Ab Kya Hai Mera
Main Khud Hi Mera Na Raha
Tu Sajti Rahe, Main Teeka Banu
Tu Takti Rahe, Main Kajal Hoon
Teri Chan-Chan Mein Main Payal Hoon
Tera Itr Banke Mehkoon
Nazarbattu, Nazarbattu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Nazarbattu, Nazarbattu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Laddu Motichoor Khaye, Wo Jo Pyaar Mein Ho Jaye
Phir Roz Pachtaye, Fans Jata Hai Yahan
Tune Dekhi Nahi Laayi, Aaj Dekh Li Mithai
Tere Bas Ki Na Bhai, Tujhe Samajh Kahan
Laddu Motichoor Khaye, Wo Jo Pyaar Mein Ho Jaye
Phir Roz Pachtaye, Fans Jata Hai Yahan
Tune Dekhi Nahi Laayi, Aaj Dekh Li Mithai
Tere Bas Ki Na Bhai, Tujhe Samajh Kahan
Kya Tujhe Hai Khabar, Yun Nahi Tu Jaanta
Tu Rahe Door Jo, Har Kahin Main Laapata
Ishq Ki Kya Zubaan, Teri Aankhon Se Bayaan
Noor Tu Chaand Sa, Tere Sadke Main Yahan
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Teri Rakhwali Ki Zidd Hai Meri
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Dhaage Mein Rakh Le Tu
Nazarbattu, Nazarbattu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Nazarbattu, Nazarbattu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Nazarbattu, Nazarbattu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Nazarbattu, Nazarbattu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Main Tera Hoon, Main Tera Hoon
Main Tera Hoon, Main Tera Hoon
Nazarbattu, Nazarbattu
Main Tera Hoon, Main Tera Hoon
Laddu Motichoor Khaye, Wo Jo Pyaar Mein Ho Jaye
Phir Roz Pachtaye, Fans Jata Hai Yahan
Tune Dekhi Nahi Laayi, Aaj Dekh Li Mithai
Tere Bas Ki Na Bhai, Tujhe Samajh Kahan
Laddu Motichoor Khaye, Wo Jo Pyaar Mein Ho Jaye
Phir Roz Pachtaye, Fans Jata Hai Yahan
Tune Dekhi Nahi Laayi, Aaj Dekh Li Mithai
Tere Bas Ki Na Bhai, Tujhe Samajh Kahan
Written by: Pranav Vatsa
Nazar Battu Song Description
"Nazar Battu" is a soulful love song from the Bollywood movie Son Of Sardaar 2, starring Ajay Devgn and Mrunal Thakur. The song is sung by the talented Jubin Nautiyal, with music composed by Harsh Upadhyay and lyrics penned by Pranav Vatsa. The lyrics describe a lover’s deep devotion, comparing himself to protective charms like a nazarbattu (evil eye protector) and expressing his desire to always stay close to his beloved. The song’s soothing melody and emotional lyrics make it a touching expression of love. With lines like "Main Tera Hua" (I am yours) and "Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi" (May no evil eye ever harm you), the song beautifully captures the essence of unconditional love and protection. Released under T-Series, this track is a must-listen for fans of romantic Hindi music.