Teri Kasam Lyrics in English Letters (Romanized)
Dil Ko Kahin Na Kahin
Bekaraar Hona Hi Tha.
Paagal Ye Dil Ishq Mein
Barbaad Hona Hi Tha.
Woh Chaand Hamaara Jo Tha,
Dekho Kho Kahin Woh Gaya.
Tere Dil Mein Meri Panaah,
Koi Aur Le Gaya.
Dil To Yahaan Laakh The Teri Kasam,
Phir Bhi Tumhin Kyun Mile Sanam.
Dil To Yahaan Laakh The Teri Kasam,
Phir Bhi Tumhin Kyun Mile Sanam.
Ho...
Aansoo Ye Mere Kehte The Tujhse
Baahon Mein Teri Sona Hai Phir Se.
Khwaabon Mein Hardam Aate Ho Mere
Tarse Ye Aankhein Deedaar Ko Tere.
Hairaan Tha Ye Dekhkar
Teri Wafa, Us Shakhs Par
Kitni Dafa Is Dil Ne Kaha
Ye Magar...
Dil To Yahaan Laakh The Teri Kasam,
Phir Bhi Tumhin Kyun Mile Sanam.
Dil To Yahaan Laakh The Teri Kasam,
Phir Bhi Tumhin Kyun Mile Sanam.
Wafaon Ko Mere Jo
Yaad Karoge Tum
Keh Doge, Aa Jao..
Par Aaenge Ab Na Hum.
Mohabbat Ki Baatein
Ab Na Karenge Hum.
Ek Dafa Karke
Bhool Gaye Jeena Hum...
Wafaon Ko Mere Jo
Yaad Karoge Tum
Keh Doge, Aa Jao..
Par Aaenge Ab Na Hum.
Mohabbat Ki Baatein
Ab Na Karenge Hum.
Ek Dafa Karke
Bhool Gaye Jeena Hum... Aa...
Dil To Yahaan Laakh The Teri Kasam,
Phir Bhi Tumhin Kyun Mile Sanam.
Dil To Yahaan Laakh The Teri Kasam,
Phir Bhi Tumhin Kyun Mile Sanam.
O Ho... O Ho...!
Written by: Suryanshu Roy
- Teri Kasam Lyrics – a heartbreak song sung by Mehul Mahesh, written & composed by Suryanshu Roy, with music by DJ AYnik. Read full lyrics here.