Tu Jahaan Lyrics – A deeply emotional and romantic track from Dacoit. Soulful vocals by Aditya Rikhari. A beautiful promise of love and devotion. Read the lyrics.
Tu Jahaan Lyrics in English Letters (Romanized)
Haan...
Tu Jahaan Le Chale, Main Chala Aa...
Tu Jahaan Le Chale, Main Chala Aa...
Tu Paas Hai
Phir Se Mere To Main Sochun Yahi
Jo Khwaab Ye
Toote To Tujhko Na Kho Dun Kahin
Pehle Bhi To
Haara Hoon Aise, Main Karke Yakeen
Main Jaanta
Jisko Tha Pehle, Kya Wo Tu Nahin?
Apne Dil Se Beghar Hoon Main
Arson Baad Jaise Khud Se Mila Hoon Main
Sehra Jaisa Banjar Hoon Main
Teri Baarishon Mein Aaj Phir Khila Hoon Main
Dooba Hoon, Thaam Meri Baah,
Teri Raah Mujhe Le Jaaye Jahaan
Tu Jahaan Le Chale, Main Chala Aa...
Tu Jahaan Le Chale, Main Chala Aa...
Haan Bhi Teri Hai, Na Bhi Teri Hai
Man Mein Mere Marziyaan Bhi Teri Hain
Haan Bhi Teri Hai, Na Bhi Teri Hai
Man Mein Mere Marziyaan Bhi Teri Hain
Tanha Sa Jiya, Uljha Sa Jiya,
Bewajah Sa Jiya Tere Bin
Dil Ki Ye Meri Uljhan
Suljhe Jo Samjhe Tu
Aankhon Mein Jo Jam Gaye The,
Wo Gham Ban Shabnam Beh Gaye
Phir Se Na Mujhko Gham De Tu
Sach To Hai Ye Ki
Tu Jo Maange, Jaan Hai Aage
Tootein Na Phir Kabhi Khushi Ke Dhaage
Main Chala Hoon Tere Yakeen Pe
Na Chhode Tu Phir Kahin Pe
Tu Jahaan Le Chale, Main Chala Aa...
Tu Jahaan Le Chale, Main Chala Aa...
Haan Bhi Teri Hai, Na Bhi Teri Hai
Man Mein Mere Marziyaan Bhi Teri Hain
Haan Bhi Teri Hai, Na Bhi Teri Hai
Man Mein Mere Marziyaan Bhi Teri Hain...!
Written by: Vayu
Tu Jahaan Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (तू जहाँ लिरिक्स)
तू जहाँ के बोल | Aditya Rikhari की soulful आवाज़ में। Dacoit का यह गहरा romantic गीत प्यार, भरोसे और समर्पण की भावना को बयां करता है। हर शब्द दिल को छू लेता है।
हाँ...
तू जहाँ ले चले, मैं चला आ...
तू जहाँ ले चले, मैं चला आ...
तू पास है
फिर से मेरे तो मैं सोचूँ यही
जो ख्वाब ये
टूटे तो तुझको ना खो दूँ कहीं
पहले भी तो
हारा हूँ ऐसे, मैं करके यक़ीन
मैं जानता
जिसको था पहले, क्या वो तू नहीं?
अपने दिल से बेघर हूँ मैं
अर्सों बाद जैसे खुद से मिला हूँ मैं
सहरा जैसा बंजर हूँ मैं
तेरी बारिशों में आज फिर खिला हूँ मैं
डूबा हूँ, थाम मेरी बाँह,
तेरी राह मुझे ले जाए जहाँ
तू जहाँ ले चले, मैं चला आ...
तू जहाँ ले चले, मैं चला आ...
हाँ भी तेरी है, ना भी तेरी है
मन में मेरे मर्ज़ियाँ भी तेरी हैं
हाँ भी तेरी है, ना भी तेरी है
मन में मेरे मर्ज़ियाँ भी तेरी हैं
तन्हा सा जिया, उलझा सा जिया,
बेवजह सा जिया तेरे बिन
दिल की ये मेरी उलझन
सुलझे जो समझे तू
आँखों में जो जम गए थे,
वो ग़म बन शबनम बह गए
फिर से ना मुझको ग़म दे तू
सच तो है ये कि
तू जो माँगे, जान है आगे
टूटें ना फिर कभी खुशी के धागे
मैं चला हूँ तेरे यक़ीन पे
ना छोड़े तू फिर कहीं पे
तू जहाँ ले चले, मैं चला आ...
तू जहाँ ले चले, मैं चला आ...
हाँ भी तेरी है, ना भी तेरी है
मन में मेरे मर्ज़ियाँ भी तेरी हैं
हाँ भी तेरी है, ना भी तेरी है
मन में मेरे मर्ज़ियाँ भी तेरी हैं...!
गीतकार: वायु
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Song Name: TU JAHAAN
Lyrics : VAYU
Singer : Aditya Rikhari
Music Director : Bheems Ceciroleo
Movie: Dacoit
Starring: Adivi Sesh, Mrunal Thakur
Music On: Sony Music Entertainment India / Sony Music India
Song Details
| Song | Tu Jahaan |
|---|---|
| Album | Dacoit |
| Singer | Aditya Rikhari |
| Lyricist | Vayu |
| Composer | Bheems Ceciroleo |
| Music Label | Sony Music India |
| YouTube Audio | Listen on YouTube |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Tu Jahaan"?
The song was sung by Aditya Rikhari.
Who wrote the lyrics of "Tu Jahaan"?
The lyrics were written by Vayu.
Who composed the music for "Tu Jahaan"?
The music was composed by Bheems Ceciroleo.
Which album is "Tu Jahaan" from?
The song is from the album "Dacoit".
Which music label released "Tu Jahaan"?
The song was released under the music label "Sony Music India".