Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics | Sonu Nigam's evergreen voice in this romantic gem from Ginny Weds Sunny 2. Pure love and deep commitment. Full lyrics inside.
Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics in English Letters (Romanized)
Kaise Kahoon?
Dil Ki Hai Saari Galti
Kaise Rahoon?
Dil Pe Nahin Hai Chalti
Haay, Kaise Kahoon?
Dil Ki Hai Saari Galti
Kaise Rahoon?
Dil Pe Nahin Hai Chalti
Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya… Haay
Phir Ek Baar Aa Gaya
Ishq Mein Khaamiyaan
Ishq Mein Khoobiyaan
To Hoti Hain Magar,
Padta Hai Farq Kya…?
Jahaan Tak Ye Nazar
Kar Rahi Hai Safar
Dikhe Chehra Tera
Bata De Karoon Kya…?
Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya… Haay
Phir Ek Baar Aa Gaya
Chaloon Bas Saath-Saath Tere
Meri Kismat Mein Haath Tere
Main Maangoon, Tu Bata De Rab Se
Aur Kya…? Aur Kya…?
Tu Hai To Hain Ye Khwaab Poore
Iraade Behisaab Poore
Main Maangoon, Tu Bata De Rab Se
Aur Kya…? Aur Kya…?
Aur Kya…? Aur Kya…?
Main Maangoon Aur Kya…?
Tujh Pe Hai Haq Mera
Meri Daavedariyaan
Dhadkanon Se Meri Tere
Dil Ki Saajhedaariyaan…
Haay, Tujh Pe Hai Haq Mera
Meri Daavedariyaan
Dhadkanon Se Meri Tere
Dil Ki Saajhedaariyaan
Kacche Nahin Dhaage Pakke
Tujh Se Hain Baandh Rakhe
Tootengi Ye Saansein Lekin
Tootegi Na Yaariyaan
Ishq Nazron Mein Hai
Lafz Ban Ke Kahin
Ise Padh Le Zara
Kehta Hai Dil Mera…
Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya… Haay
Phir Ek Baar Aa Gaya
Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya… Haay
Phir Ek Baar Aa Gaya
Chaloon Bas Saath-Saath Tere
Meri Kismat Mein Haath Tere
Main Maangoon, Tu Bata De Rab Se
Aur Kya…? Aur Kya…?
Tu Hai To Hain Ye Khwaab Poore
Iraade Behisaab Poore
Main Maangoon, Tu Bata De Rab Se
Aur Kya…? Aur Kya…?
Aur Kya…? Aur Kya…?
Main Maangoon Aur Kya…?
Written by: Kumaar
Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (तुम पे ही प्यार आ गया लिरिक्स)
तुम पे ही प्यार आ गया के लिरिक्स | Sonu Nigam की क्लासिक आवाज़ में यह रोमांटिक गाना। Ginny Weds Sunny 2 का यह ट्रैक दिल की गहराइयों को छू जाता है।
कैसे कहूँ?
दिल की है सारी गलती
कैसे रहूँ?
दिल पे नहीं है चलती
हाय, कैसे कहूँ?
दिल की है सारी गलती
कैसे रहूँ?
दिल पे नहीं है चलती
तुम पे ही प्यार आ गया… हाय
फिर एक बार आ गया
इश्क में खामियाँ
इश्क में खूबियाँ
तो होती हैं मगर,
पड़ता है फर्क क्या…?
जहाँ तक ये नज़र
कर रही है सफर
दिखे चेहरा तेरा
बता दे करूँ क्या…?
तुम पे ही प्यार आ गया… हाय
फिर एक बार आ गया
चलूँ बस साथ-साथ तेरे
मेरी किस्मत में हाथ तेरे
मैं माँगूँ, तू बता दे रब से
और क्या…? और क्या…?
तू है तो हैं ये ख्वाब पूरे
इरादे बेहिसाब पूरे
मैं माँगूँ, तू बता दे रब से
और क्या…? और क्या…?
और क्या…? और क्या…?
मैं माँगूँ और क्या…?
तुझ पे है हक मेरा
मेरी दावेदारियाँ
धड़कनों से मेरी तेरे
दिल की साझेदारियाँ…
हाय, तुझ पे है हक मेरा
मेरी दावेदारियाँ
धड़कनों से मेरी तेरे
दिल की साझेदारियाँ
कच्चे नहीं धागे पक्के
तुझ से हैं बाँध रखे
टूटेंगी ये साँसें लेकिन
टूटेगी ना यारियाँ
इश्क नज़रों में है
लफ़्ज़ बन के कहीं
इसे पढ़ ले ज़रा
कहता है दिल मेरा…
तुम पे ही प्यार आ गया… हाय
फिर एक बार आ गया
तुम पे ही प्यार आ गया… हाय
फिर एक बार आ गया
चलूँ बस साथ-साथ तेरे
मेरी किस्मत में हाथ तेरे
मैं माँगूँ, तू बता दे रब से
और क्या…? और क्या…?
तू है तो हैं ये ख्वाब पूरे
इरादे बेहिसाब पूरे
मैं माँगूँ, तू बता दे रब से
और क्या…? और क्या…?
और क्या…? और क्या…?
मैं माँगूँ और क्या…?
गीतकार: कुमार
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Singer: Sonu Nigam
Lyrics: Kumaar
Music: Sushant-Shankar
Featuring: Avinash Tiwary, Medha Shankr
Movie: Ginny Wedss Sunny 2
Starring: Avinash Tiwary, Medha Shankr
Music On: Sony Music India
Song Details
| Song | Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya |
|---|---|
| Album | Ginny Wedss Sunny 2 |
| Singer | Sonu Nigam |
| Lyricist | Kumaar |
| Composer | Sushant-Shankar |
| Music Label | Sony Music India |
| YouTube Audio | Listen on YouTube |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya"?
The song was sung by Sonu Nigam.
Who wrote the lyrics of "Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya"?
The lyrics were written by Kumaar.
Who composed the music for "Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya"?
The music was composed by Sushant-Shankar.
Which album is "Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya" from?
The song is from the album "Ginny Wedss Sunny 2".
Which music label released "Tum Pe Hi Pyaar Aa Gaya"?
The song was released under the music label "Sony Music India".