Aafaton Ke Daur Mein Lyrics – Himesh Reshammiya, Salman Ali | Badass Ravi Kumar

Aafaton Ke Daur Mein Song Lyrics | An emotional track about finding love in tough times. Vocals by Himesh Reshammiya & Salman Ali from Badass Ravi Kumar.

Aafaton Ke Daur Mein Lyrics in English Letters (Romanized)

Tere Naam Se Raushan, Subah Ho Meri
Tere Naam Se Dhadkan, Jawan Ho Meri
Tere Naam Se Duniya, Tabah Ho Meri
Tabah Ho Meri, Tabah Ho Meri

Ye Beqaraari Kyun Ho Rahi Hai?
Dil Yaar Mera Dhadkne Laga
Baahon Mein Tujhko Bharne Ko Main To
Deewane Jaisa Tadapne Laga

Har Lamha-Lamha Meri Fitrat Hai Tu
Aafaton Ke Daur Mein Chain Hai Tu
Aafaton Ke Daur Mein Chain Hai Tu

Tere Dil Mein Zara Si Jagah Mil Gayi
Mere Jeene Ki Mujhko Wajah Mil Gayi
Mere Dard Ko Jaise Dawa Mil Gayi
Dawa Mil Gayi, Dawa Mil Gayi

Maine Jaana Ishq Kya Hai?
Aashiqui Ka Daur Kya Hai?
Tujhpe Jeena, Tujhpe Marna
Zindagi Mein Aur Kya Hai?

Ye Beqaraari Kyun Ho Rahi Hai?
Dil Yaar Mera Dhadkne Laga
Baahon Mein Tujhko Bharne Ko Main To
Deewane Jaisa Tadapne Laga
Har Lamha-Lamha Meri Fitrat Hai Tu
Aafaton Ke Daur Mein Chain Hai Tu
Aafaton Ke Daur Mein Chain Hai Tu

Tere Mere Darmiyan To
Jo Bhi Kuch Hai, Dillagi Hai
Aarzu Hai, Justuju Hai
Tujhko Paana Zindagi Hai

Ye Beqaraari Kyun Ho Rahi Hai?
Dil Yaar Mera Dhadkne Laga
Baahon Mein Tujhko Bharne Ko Main To
Deewane Jaisa Tadapne Laga
Har Lamha-Lamha Meri Fitrat Hai Tu
Aafaton Ke Daur Mein Chain Hai Tu
Aafaton Ke Daur Mein Chain Hai Tu

Written by: Shabbir Ahmed

Aafaton Ke Daur Mein Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (आफतों के दौर में)

तेरे नाम से रौशन, सुबह हो मेरी
तेरे नाम से धड़कन, जवां हो मेरी
तेरे नाम से दुनिया, तबाह हो मेरी
तबाह हो मेरी, तबाह हो मेरी

ये बेक़रारी क्यूँ हो रही है?
दिल यार मेरा धड़कने लगा
बाहों में तुझको भरने को मैं तो
दीवाने जैसा तड़पने लगा

हर लम्हा-लम्हा मेरी फ़ितरत है तू
आफ़तों के दौर में चैन है तू
आफ़तों के दौर में चैन है तू

तेरे दिल में जरा सी जगह मिल गयी
मेरे जीने की मुझको वजह मिल गयी
मेर दर्द को जैसे दवा मिल गयी
दवा मिल गयी, दवा मिल गयी

मैंने जाना इश्क़ क्या है?
आशिकी का दौर क्या है?
तुझपे जीना, तुझपे मरना
जिंदगी में और क्या है?

ये बेक़रारी क्यूँ हो रही है?
दिल यार मेरा धड़कने लगा
बाहों में तुझको भरने को मैं तो
दीवाने जैसा तड़पने लगा
हर लम्हा-लम्हा मेरी फ़ितरत है तू
आफ़तों के दौर में चैन है तू
आफ़तों के दौर में चैन है तू

तेरे मेरे दरमियान तो
जो भी कुछ है, दिल्लगी है
आरज़ू है, जुस्तजू है
तुझको पाना जिंदगी है

ये बेक़रारी क्यूँ हो रही है?
दिल यार मेरा धड़कने लगा
बाहों में तुझको भरने को मैं तो
दीवाने जैसा तड़पने लगा
हर लम्हा-लम्हा मेरी फ़ितरत है तू
आफ़तों के दौर में चैन है तू
आफ़तों के दौर में चैन है तू

गीतकार: शब्बीर अहमद

👉 Submit / Request / Report Lyrics


🔗 Share/शेयर करें:

Videos

Aafaton Ke Daur Mein |Badass Ravi Kumar | Himesh Reshammiya |Sunny Leone | Simona J
Song: Aafaton Ke Daur Mein
Featuring: Himesh Reshammiya, Sunny Leone, Simona J
Singer: Himesh Reshammiya, Salman Ali, Nitin Kumar, Jyotika Tangri, Sachin Valmiki, Nishta Sharma , Ankona Mukherjee.
Music : Himesh Reshammiya 
Lyrics : Shabbir Ahmed
Movie: Badass Ravi Kumar


Movie / Album / EP / Web Series

Song Details

Song Aafaton Ke Daur Mein
Album Badass Ravi Kumar
Singer Himesh Reshammiya , Salman Ali
Lyricist Shabbir Ahmed
Composer Himesh Reshammiya
Music Label Himesh Reshammiya Melodies
YouTube Video Watch on YouTube

Frequently Asked Questions

Who sang the song "Aafaton Ke Daur Mein"?

The song was sung by Himesh Reshammiya and Salman Ali.

Who wrote the lyrics of "Aafaton Ke Daur Mein"?

The lyrics were written by Shabbir Ahmed.

Who composed the music for "Aafaton Ke Daur Mein"?

The music was composed by Himesh Reshammiya.

Which album is "Aafaton Ke Daur Mein" from?

The song is from the album "Badass Ravi Kumar".

Which music label released "Aafaton Ke Daur Mein"?

The song was released under the music label "Himesh Reshammiya Melodies".