Bazaar E Ishq Lyrics – Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal | Badass Ravi Kumar

Bazaar E Ishq Lyrics | A magical romantic duet from Badass Ravi Kumar. The powerful combo of Himesh Reshammiya & Shreya Ghoshal. Music by Himesh.

Bazaar E Ishq Lyrics in English Letters (Romanized)

Shehar Mein Afwahon Ka Daur Hai
Naam Lo, Na, Mashhoor Ho Jayenge

Sare Aam Sarkar Mujhe Chhedo Nahin
Khule Aam Badnaam Ho Na Jaaun Kahin
Sare Aam Sarkar Mujhe Chhedo Nahin
Khule Aam Badnaam Ho Na Jaaun Kahin

Dekho Lo, Dekho Lo, Dekhe Hai Mohalla

Hai Walla, Bazaar-E-Ishq Mein,
Hai Lut Gaye, Walla, Walla
Bazaar-E-Ishq Mein, Hai
Lut Gaye, Walla, Walla

Tere Kooche Ki Khaak Chhanenge,
De Do Dil Apna Ehsaan Manenge
Tere Kooche Ki Khaak Chhanenge,
De Do Dil Apna Ehsaan Manenge

Hai, Dil Aise Kaise Main De Doon?
Dil Aise Kaise Main De Doon?
Dil Hai Na Ungli Ka Chhalla

Hai Walla, Bazaar-E-Ishq Mein,
Hai Lut Gaye, Walla, Walla
Bazaar-E-Ishq Mein, Hai
Lut Gaye, Walla, Walla

Ho Jaoge Barbaad Tum,
Na Hokar Kabhi Azaad Tum
Mere Ye Naaz Nakhre, Bade Hi Keemti Hai,
Meri Zulfon Ke Saaye Mein Hawayein Jhoomti Hai

Zara Hum Pe Bhi Nazrein Inayat Ho,
Apna Lo Humein To Rahat Ho
Chahenge Tumhein To Qayamat Tak,
Allah Kare Na Qayamat Ho

Ho, Tere Kooche Ki Khaak Chhanenge,
De Do Dil Apna Ehsaan Manenge

Hai, Dil Aise Kaise Main De Doon?
Dil Aise Kaise Main De Doon?
Dil Hai Na Ungli Ka Chhalla

Hai Walla, Bazaar-E-Ishq Mein,
Hai Lut Gaye, Walla, Walla
Bazaar-E-Ishq Mein, Hai
Lut Gaye, Walla, Walla

Hai, Sare Aam Sarkar Mujhe Chhedo Nahin
Khule Aam Badnaam Ho Na Jaaun Kahin
Dekho Lo, Dekho Lo, Dekhe Hai Mohalla

Hai Walla, Bazaar-E-Ishq Mein,
Hai Lut Gaye, Walla, Walla
Bazaar-E-Ishq Mein, Hai
Lut Gaye, Walla, Walla

Lut Gaye, Lut Gaye,
Lut Gaye, Lut Gaye..!

Written by: Shabbir Ahmed

Bazaar E Ishq Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (बाज़ार-ए-इश्क़)

शहर में अफवाहों का दौर है
नाम लो, ना, मशहूर हो जाएंगे

सरेआम सरकार मुझे छेड़ो नहीं
खुलेंआम बदनाम हो न जाऊं कहीं
सरेआम सरकार मुझे छेड़ो नहीं
खुलेंआम बदनाम हो न जाऊं कहीं

देख लो, देख लो, देखे है मोहल्ला

हाय वल्ला, बाजार-ए-इश्क़ में,
हाय लुट गए, वल्ला, वल्ला
बाजार-ए-इश्क़ में, हाय
लुट गए, वल्ला, वल्ला

तेरे कूचे की खाक छानेंगे,
देदो दिल अपना एहसान मानेंगे
तेरे कूचे की खाक छानेंगे,
देदो दिल अपना एहसान मानेंगे

हाय, दिल ऐसे कैसे मैं दे दूँ?
दिल ऐसे कैसे मैं दे दूँ?
दिल है न ऊँगली का छल्ला

हाय वल्ला, बाजार-ए-इश्क़ में,
हाय लुट गए, वल्ला, वल्ला
बाजार-ए-इश्क़ में, हाय
लुट गए, वल्ला, वल्ला

हो जाओगे बरबाद तुम,
ना होके कभी आजाद तुम
मेरे ये नाज नखरें, बड़े ही कीमती है,
मेरी जुल्फों के साये में हवाएं झूमती है

जरा हम पे भी नजरें इनायत हो,
अपना लो हमें तो राहत हो
चाहेंगे तुम्हें तो कयामत तक,
अल्लाह करें न कयामत हो

हो, तेरे कूचे की खाक छानेंगे,
देदो दिल अपना एहसान मानेंगे

हाय, दिल ऐसे कैसे मैं दे दूँ?
दिल ऐसे कैसे मैं दे दूँ?
दिल है न ऊँगली का छल्ला

हाय वल्ला, बाजार-ए-इश्क़ में,
हाय लुट गए, वल्ला, वल्ला
बाजार-ए-इश्क़ में, हाय
लुट गए, वल्ला, वल्ला

हाय, सरेआम सरकार मुझे छेड़ो नहीं
खुलेंआम बदनाम हो न जाऊं कहीं
देख लो, देख लो, देखे है मोहल्ला

हाय वल्ला, बाजार-ए-इश्क़ में,
हाय लुट गए, वल्ला, वल्ला
बाजार-ए-इश्क़ में, हाय
लुट गए, वल्ला, वल्ला

लुट गए, लुट गए,
लुट गए, लुट गए..!

गीतकार: शब्बीर अहमद

👉 Submit / Request / Report Lyrics


🔗 Share/शेयर करें:

Videos

Bazaar E Ishq (From Badass Ravi Kumar) · Himesh Reshammiya · Shreya Ghoshal
Song featuring: Himesh Reshammiya, Sunny Leone
Singer: Himesh Reshammiya · Shreya Ghoshal
Composer: Himesh Reshammiya
Writer: Shabbir Ahmed
Movie: Badass Ravi Kumar


Movie / Album / EP / Web Series

Song Details

Song Bazaar E Ishq
Album Badass Ravi Kumar
Singer Himesh Reshammiya , Shreya Ghoshal
Lyricist Shabbir Ahmed
Composer Himesh Reshammiya
Music Label Himesh Reshammiya Melodies
YouTube Video Watch on YouTube

Frequently Asked Questions

Who sang the song "Bazaar E Ishq"?

The song was sung by Himesh Reshammiya and Shreya Ghoshal.

Who wrote the lyrics of "Bazaar E Ishq"?

The lyrics were written by Shabbir Ahmed.

Who composed the music for "Bazaar E Ishq"?

The music was composed by Himesh Reshammiya.

Which album is "Bazaar E Ishq" from?

The song is from the album "Badass Ravi Kumar".

Which music label released "Bazaar E Ishq"?

The song was released under the music label "Himesh Reshammiya Melodies".