Dil Hai Bholaa Lyrics in English Letters (Romanized)
Chhoti Si Khwahish Liye Ghoomta Hai
Guzre Hue Waqt Ko Dhoondta Hai
Toot Kar Aur Masoom Ho Jaata Hai
Dard Ko Bhi Ye Maloom Ho Jaata Hai
Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Irada Hai
Chhoti Si Khwahish Liye Ghoomta Hai
Guzre Hue Waqt Ko Dhoondta Hai
Toot Tootkar Aur Masoom Ho Jaata Hai
Dard Ko Bhi Ye Maloom Ho Jaata Hai
Sar Se Paon Talak Dil Hai Bhola
Sar Se Paon Talak Dil Hai Bhola
Sar Se Paon Talak Dil Hai Bhola
Sar Se Paon Talak Dil Hai Bhola
Bheegi Na Aankhen Ye Is Tarah Roya
Kaise Bataye Ke Kya Kya Hai Khoya?
Aaj Phir Waqt Ki Kuch Kami Si Lage
Saas Seene Mein Hai Par Thami Si Lage
Jo Bujhe Na Kabhi Ye Wo Shola
Sar Se Paon Talak Dil Hai Bhola
Jo Bujhe Na Kabhi Ye Wo Shola
Sar Se Paon Talak Dil Hai Bhola
Bholepan Ki Baatein Kare Har Ghadi
Farz Se Khwahish Par Hamesha Ladi
Nanha Sa Ek Rishta Bulaaye Kahin
Raaste Mein Hai Magar Mushkilein Badi
Waqt Ne Bhed Jinka Hai Khola
Sar Se Paon Talak Dil Hai Bhola
Waqt Ne Bhed Jinka Hai Khola
Sar Se Paon Talak Dil Hai Bhola
Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Irada Hai
Written by: Irshad Kamil
Dil Hai Bholaa Song Description
The song "Dil Hai Bholaa" from the movie Bholaa is a touching melody that captures deep emotions. Sung by Amit Mishra, the song has music by Ravi Basrur and meaningful lyrics by Irshad Kamil. The words describe a pure-hearted person who carries small dreams, searches for lost moments, and feels both the joy and pain of life. Lines like "Sar se paon talak dil hai bhola" (From head to toe, the heart is innocent) show the simplicity and honesty of the character. The song also talks about the struggle between duty and desires, and the challenges faced in life. With its soulful tune and emotional lyrics, "Dil Hai Bholaa" connects with listeners who understand the ups and downs of life. The movie stars Ajay Devgn and Tabu, and the music is released by T-Series.