Paan Dukaniya Lyrics in English Letters (Romanized)
Tohri Atariya Pe Hai Daali Nazariya
Dhak Dhun Sa Hove Dhak Dhun
Hazir Hai Seva Bolo Baaki Guzariya
Dhak Dhun Sa Hove Dhak Dhun
Kabhi Hamre Bhitar Honth Laal
Tohari Paan Dukaniya
Yoon Baaton Mein Na Humko Taal
Tohari Paan Dukaniya
Banka Sa Beeda Tu Lagne De
Patta Banaras Ka Chakhne De
Banka Sa Beeda Tu Lagne De
Patta Banaras Ka Chakhne De
Kabhi Hamre Bhitar Honth Laal
Tohari Paan Dukaniya
Yoon Baaton Mein Na Humko Taal
Tohari Paan Dukaniya
Choona Zara Sa Tu Kam Rakhna
Launga Ilaaychi Mein Dum Rakhna
Choona Zara Sa Tu Kam Rakhna
Launga Ilaaychi Mein Dum Rakhna
Haan Ye Prem Ka Hai Paan Re
Ismein Nasha Hai Tere Naam Ka
Laali Teri Dekhun Zara
Sadqa Tu Le Le Meri Jaan Ka
Tohari To Baatein Hain,
Lachhedar Supari
Jhaank Zara Dil Kehta
Sadke Baari Baari
Lagi Lagi Talab Tohari
Tadap Tadap Umar Guzri
Khabar Piya Le Lo Hamaari
Nagad Se Bhi, Nahin Udhari
Kabhi Hamre Bhitar Honth Laal
Tohari Paan Dukaniya
Yoon Baaton Mein Na Humko Taal
Tohari Paan Dukaniya
Ho Ye Hai Pareshani Duniya Mein
Dil Ki Na Maani Duniya Ne
Ho Ye Hai Pareshani Duniya Mein
Dil Ki Na Maani Duniya Ne
Kabhi Hamre Bhitar Honth Laal
Tohari Paan Dukaniya
Yoon Baaton Mein Na Humko Taal
Tohari Paan Dukaniya
Ho Dekhun Main Tere Bhi Rang Piya
Main Hoon Malang Malang Piya
Dekhun Main Tere Bhi Rang Piya
Tu Hai Malang Malang Piya
Tohari Atariya Pe Hai Daali Nazariya
Dhak Dhun Sa Hove Dhak Dhun
Hazir Hai Seva Bolo Baaki Guzariya
Dhak Dhun Sa Hove Dhak Dhun
Written by: Irshad Kamil
Paan Dukaniya Song Description
"Paan Dukaniya" is a fun and rhythmic song from the Bollywood movie Bholaa, starring Ajay Devgn and Tabu. The song is sung by Kanika Kapoor and Swaroop Khan, with music composed by Ravi Basrur. The lyrics, written by Irshad Kamil, cleverly compare romance to the act of chewing paan (betel leaf), using playful words like "Banka Sa Beeda Tu Lagne De" (let me taste the sweet paan). The song has a folk-inspired beat with a modern touch, making it catchy and enjoyable. The video features Raai Laxmi and Deepak Dobriyal, adding charm to the playful vibe. With its mix of love, teasing, and traditional references, "Paan Dukaniya" is a delightful track that stays in your mind long after you hear it.