Read the full lyrics of "Ishq Samajh Paaye" by Aditya Rikhari from the album Between Distances. Explore complete song lyrics and official credits here!
Ishq Samajh Paye Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (इश्क़ समझ पाए)
थोड़ा बदतमीज़ दिल,
और थोड़ा ढीठ है।
इसको अभी भी
तेरे आने की उम्मीद है।
जो सुकून तेरी आँखों में है,
बेबी, आई जस्ट नीड दैट।
दिल के जले हैं,
और कहते हैं कि ठीक है।
ऐ हाल दीवाने दे
पूछा तो नहीं करते
ऐ इश्क़ दे तोहफ़े ने,
ऐ ज़ख़्म नहीं भरते।
कोई टूट जाए तारा वे
कुछ ऐसा हो जाए,
हाय, पत्थर भी तू
भी एक बार पिघल जाए।
कि दिन में शाम निकल जाए,
कि सारे जाम फिसल जाए।
ख़ुदा कर दे कुछ ऐसा हो,
तू मेरा इश्क़ समझ पाए।
कि इस नाकाम से आशिक़ से
तुझे कुछ काम निकल जाए।
ख़ुदा कर दे कुछ ऐसा हो,
तू मेरा इश्क़ समझ पाए।
एक पल भी तेरा होना बहुत है।
मुझे तेरे दिल का
एक कोना बहुत है।
आ, पूरी कर दे
हसरत के मुझको जाना।
तुझसे लिपट के रोना बहुत है।
ऐ ख़्वाब पुराने वे,
पूरा क्यों नहीं करते?
ऐ इश्क़ दे तोहफ़े ने,
ऐ ज़ख़्म नहीं भरते।
कोई टूट जाए तारा वे
कुछ ऐसा हो जाए,
हाय, लब पे तेरे भी
मेरा नाम निकल जाए।
कि दिन में शाम निकल जाए,
कि सारे जाम फिसल जाए।
ख़ुदा कर दे कुछ ऐसा हो,
तू मेरा इश्क़ समझ पाए।
कि इस नाकाम से आशिक़ से
तुझे कुछ काम निकल जाए।
ख़ुदा कर दे कुछ ऐसा हो,
तू मेरा इश्क़ समझ पाए।
गीतकार: आदित्य रिखारी
Ishq Samajh Paye Lyrics in English Letters (Romanized)
Thoda Badtameez Dil,
Aur Thoda Dheeth Hai.
Isko Abhi Bhi
Tere Aane Ki Ummeed Hai.
Jo Sukoon Teri Aankhon Mein Hai,
Baby, I Just Need That.
Dil Ke Jale Hain,
Aur Kehte Hain Ki Theek Hai.
Ae Haal Deewaane De
Poochha To Nahin Karte
Ae Ishq De Tohfe Ne,
Ae Zakhm Nahin Bharte.
Koi Toot Jaaye Taara Ve
Kuch Aisa Ho Jaaye,
Haay, Patthar Bhi Tu
Bhi Ek Baar Pighal Jaaye.
Ki Din Mein Shaam Nikal Jaaye,
Ki Saare Jaam Phisal Jaaye.
Khuda Kar De Kuch Aisa Ho,
Tu Mera Ishq Samajh Paaye.
Ki Is Naakaam Se Aashiq Se
Tujhe Kuch Kaam Nikal Jaaye.
Khuda Kar De Kuch Aisa Ho,
Tu Mera Ishq Samajh Paaye.
Ek Pal Bhi Tera Hona Bahut Hai.
Mujhe Tere Dil Ka
Ek Kona Bahut Hai.
Aa, Poori Kar De
Hasrat Ke Mujhko Jaana.
Tujhse Lipat Ke Rona Bahut Hai.
Ae Khwaab Puraane Ve,
Poora Kyon Nahin Karte?
Ae Ishq De Tohfe Ne,
Ae Zakhm Nahin Bharte.
Koi Toot Jaaye Taara Ve
Kuch Aisa Ho Jaaye,
Haay, Lab Pe Tere Bhi
Mera Naam Nikal Jaaye.
Ki Din Mein Shaam Nikal Jaaye,
Ki Saare Jaam Phisal Jaaye.
Khuda Kar De Kuch Aisa Ho,
Tu Mera Ishq Samajh Paaye.
Ki Is Naakaam Se Aashiq Se
Tujhe Kuch Kaam Nikal Jaaye.
Khuda Kar De Kuch Aisa Ho,
Tu Mera Ishq Samajh Paaye.
Written by: Aditya Rikhari
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Song Details
| Song | Ishq Samajh Paye |
|---|---|
| Singer | Aditya Rikhari |
| Lyricist | Aditya Rikhari |
| Composer | Aditya Rikhari |
| Music Label | T-Series |
| Release Date | 16 September 2026 |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Ishq Samajh Paye"?
The song was sung by Aditya Rikhari.
Who wrote the lyrics of "Ishq Samajh Paye"?
The lyrics were written by Aditya Rikhari.
Who composed the music for "Ishq Samajh Paye"?
The music was composed by Aditya Rikhari.
Which music label released "Ishq Samajh Paye"?
The song was released under the music label "T-Series".
When was "Ishq Samajh Paye" released?
The song was released on 16 September 2026.