Main Toh Nahi Haiwaan Song Lyrics – A powerful, intense track sung by Raghav Chaitanya from the movie Haiwaan. Featuring Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shriya Pilgaonkar & Saiyami Kher. Read the full lyrics here.
Main Toh Nahi Haiwaan Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (मैं तो नहीं हैवान)
मैं बुरा नहीं हूँ,
है बुरा ज़माना।
ख़ामख़ाह ज़ुल्म का
मैं बना निशाना।
हो, है जो ये बग़ावत,
ज़ख़्म है पुराना।
जिसने आग दी है,
है उसे जलाना।
मेरे सर पे सौ इल्ज़ाम मगर,
है गवाह मेरा आसमान।
मैं तो नहीं हैवान,
मैं तो नहीं हैवान।
ओह, मैं तो नहीं हैवान।
हैवान, हैवान।
ये वजूद मेरा
दर्द से बना है।
माफ़ है मुझे तो
जितने भी गुनाह हैं।
अब रहम की दिल में
ना कोई जगह है।
तुमको दर्द देना
अब मेरी दवा है।
मैं नहीं हूँ वो बेकसूरों की
बेवजह ही जो ले ले जान।
मैं तो नहीं हैवान,
मैं तो नहीं हैवान,
मैं तो नहीं हैवान।
हैवान, हैवान, हैवान।
गीतकार: कुमार
Main Toh Nahi Haiwaan Lyrics in English Letters (Romanized)
Main Bura Nahin Hoon,
Hai Bura Zamaana.
Khaamakhaah Zulm Ka
Main Bana Nishaana.
Ho, Hai Jo Ye Bagaavat,
Zakhm Hai Puraana.
Jisne Aag Di Hai,
Hai Use Jalaana.
Mere Sar Pe Sau Ilzaam Magar,
Hai Gawaah Mera Aasmaan.
Main To Nahin Haiwaan,
Main To Nahin Haiwaan.
Oh, Main To Nahin Haiwaan.
Haiwaan, Haiwaan.
Ye Vajood Mera
Dard Se Bana Hai.
Maaf Hai Mujhe To
Jitne Bhi Gunaah Hain.
Ab Reham Ki Dil Mein
Na Koi Jagah Hai.
Tumko Dard Dena
Ab Meri Dava Hai.
Main Nahin Hoon Vo Bekasooron Ki
Bewajah Hi Jo Le Le Jaan.
Main To Nahin Haiwaan,
Main To Nahin Haiwaan,
Main To Nahin Haiwaan.
Haiwaan, Haiwaan, Haiwaan.
Written by: Kumaar
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Song Details
| Song | Main Toh Nahi Haiwaan |
|---|---|
| Singer | Raghav Chaitanya |
| Lyricist | Kumaar |
| Composer | Pritam |
| Music Label | Zee Music Company |
| Release Date | 7 September 2026 |
| YouTube Audio | Listen on YouTube |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Main Toh Nahi Haiwaan"?
The song was sung by Raghav Chaitanya.
Who wrote the lyrics of "Main Toh Nahi Haiwaan"?
The lyrics were written by Kumaar.
Who composed the music for "Main Toh Nahi Haiwaan"?
The music was composed by Pritam.
Which music label released "Main Toh Nahi Haiwaan"?
The song was released under the music label "Zee Music Company".
When was "Main Toh Nahi Haiwaan" released?
The song was released on 7 September 2026.