Vaadi Bounce Song by Vichaar - Read Lyrics
Vaadi Bounce Lyrics in English
Kaali Ghati Se Yeh Sound
Vaadi Se Yeh Sound
Bass Padta Kaanon Mein
Toh Chhaati Kare Bounce
Tujh Ko Aake Main Nachaun
Yeh Ghati Wala Sound
Bass Padta Kaanon Mein Toh
Kaali Ghati Se Yeh Sound
Vaadi Se Yeh Sound
Bass Padta Kaanon Mein
Toh Chhaati Kare Bounce
Tujh Ko Aake Main Nachaun
Yeh Ghati Wala Sound
Bass Padta Kaanon Mein Toh
Aa Teri Soch Ko Hilaun
Hosh Mein Main Kahan Hoon
Garmi Chhoda Bambai Mein
Phir Choj Mein Baitha Hoon
Yeh So Rahe Mere Gaanon Pe
Toh Dose Dekar Jaun
Hai Poori Magazine Loaded
Tujhe Source Se Mitaun
Mehfil Mein Dost Pikar Down
Toh Main Do Speaker Laun
Mehfil Na Kuch Nahi Merе Binn Tabhi Main Stoked Feel Kar Raha Hoon
Dastak Pe Baahar Saare Nimbu Mirch Toh Totka Failaun
Aanе Wali Bread Tabhi Main Toast Karke Jaun
Inn Ko Main Dikhta Nahi
Jaise Ho Bawe Yeh Dry Days Pe Booze
Main Tere Qaide Se Durr, Kara Main Highway Pe Cruise
Gati Buggati, Phir Bhi Alto Wali Mileage De Doon
Aur Teri Baaton Mein Bana Nahi Sense, Ho Jaise Yeh Raite Mein Soup
Bounce Bounce
Chhaati Kare Bounce Bounce
Chhaati Kare Bounce Bounce
Chhaati Kare
(Hands In The Air, Let'S Go)
Kaali Ghati Se Yeh Sound
Vaadi Se Yeh Sound
Bass Padta Kaanon Mein
Toh Chhaati Kare Bounce
Tujh Ko Aake Main Nachaun
Yeh Ghati Wala Sound
Bass Padta Kaanon Mein Toh
Kaali Ghati Se Yeh Sound
Vaadi Se Yeh Sound
Bass Padta Kaanon Mein
Toh Chhaati Kare Bounce
Tujh Ko Aake Main Nachaun
Yeh Ghati Wala Sound
Bass Padta Kaanon Mein Toh
Mujhe Hai Gyaat Mere Chaar Haath
Tode Paanch Dwaar Woh Bhi Paanch Baar
Phaila Ghat Paar Mera Vyapar
Paatal Lok Bana Iss Paar
Kare Missed Call Baitha Sthaan Paar
Mujhe Jis Raat Dikhe Khwaab Chaar
Karoon Gyaan Bahar
Jaake Pher Pannon Pe Bharun Main Yaaddasht
Somebody Pressed The Kill-Switch
De Diya Laundon Ko Guilt Trip
Sumdi Mein Bhara Yeh Full Clip
Bayaan Hain Kara Jo Wahi Hai Likha
Aur Tabhi Na Kare Yeh Foot Slip
Man I’M Too Slick, Dreams Lucid
Yahan Pe Hawa Hai Abhi Bhi Dooshit
Yeh Temper When I Lose It
Khata Group Hit Tera Unit
Kalesh Hai Yeh Bhavna
Kafan Hai Sar Se Baandhna
Asur Se Rakha Hai Aamna Saamna
Tabhi Toh Haafna Pasand Nahi
Jana Hai Seedha Aur Jaake Deewar Se Taapna
Badalte Samay Ke Saath Hai Badlegi Bhavna
Aur Aayenge Aise Bhi Din
Jab Mujh Pe Na Hoga Udhaar
Aur Mujh Pe Na Hoga Ilzaam
Par Maine Hai Seekha Nahi Haarna
Maine Bas Seekha Hai Issi Ko Faadna
Shahi Yeh Khoon Hoon Deta Chunauti
Toh Laundon Ki Darr Ke Hojaati Hai Chaar-Paanch
Karoon Main Saadhna
Rakha Hisaab Na
Kala Ko Deta Nikhaar Haan
Jungle Hai Ghana Aur Kafi Hain Sher
Toh Karein Jaake Hum Shikaar Maans
Bulale Ja Launde Tu Saat-Aath
Hone Hai Wali Ji Vaardaat
Utare Mukhaute Toh Chaal Baaz
Yeh Banenge Ghar Mein Laat Sahab
Nahi Chahiye Hai Kisi Ka Laad Pyaar
Sangeet Ne Diya Hai Aasra
Phir Bhi Kuch Laga Nahi Aasaan
Phir Bhi Kuch Laga Nahi Aasaan
Maine Suna Hai Apnon Se Shabaash
Par Hai Suna Nahi Unse Kya Haal
Thoda Gunah Bhi Kare Nahi Naakar
Phir Bhi Baal Nahi Karenge Baanka
Pakad Ke Jhoole Hain Meri Yeh Shakha
Tha Bachpan Mein Rehta Daba Sa
Laya Main Kabu Mein Jab Se Yeh Aapa
Tab Se Hukum Hai Deta Yeh Aaka
Bounce Bounce
Chhaati Kare Bounce Bounce
Chhaati Kare Bounce Bounce
Chhaati Kare
(Hands In The Air, Let'S Go)
Kaali Ghati Se Yeh Sound
Vaadi Se Yeh Sound
Bass Padta Kaanon Mein
Toh Chhaati Kare Bounce
Tujh Ko Aake Main Nachaun
Yeh Ghati Wala Sound
Bass Padta Kaanon Mein Toh
Kaali Ghati Se Yeh Sound
Vaadi Se Yeh Sound
Bass Padta Kaanon Mein
Toh Chhaati Kare Bounce
Tujh Ko Aake Main Nachaun
Yeh Ghati Wala Sound
Bass Padta Kaanon Mein Toh
Bounce, Bounce
Bounce, Bounce
Written by: Vichaar
Vaadi Bounce Song Description
Vaadi Bounce | Vichaar | MTV Hustle 4
Track Name: Vaadi Bounce
Singer/Performed By/Cast: VICHAAR
Lyricist/Written By: VICHAAR
Music Produced By: Aditya Pushkarna
Co-Composer: Aditya Pushkarna
Music Label: Saregama
Genre: Hip Hop
Sub-Genre: Rap
Language:Hindi
Country of Origin/Source: India
Watch Vaadi Bounce Song on Youtube
MTV Hustle 4 All Songs List and Lyrics
Social Links
Please follow and visit for New Hindi songs update.
Facebook X/Twitter QuoraAll lyrics are property and copyright of their owners. All the lyrics are provided for educational purposes only. © 2024 AgniLyrics – Feel the Melodious Lyrics