Ishq Junooni Hai Lyrics in English Letters (Romanized)
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Yaaro Is Umr Mein, Ishq Zaroori Hai
Ishq Nasha Hai, Ishq Saza Hai
Ishq Kya Hai? Kise Hai Pata?
Ishq Sada Hai, Ishq Maza Hai
Ishq Hi Ishq Ki Hai Dawa
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Ishq Junooni, Junooni, Junooni
Ishq Fituri, Fituri, Fituri
Zara Socho Deewano, Kya Rakha Hai Nafrat Mein?
Dil Wahi Dil Jo Lut Jaye
Kisi Ki Ulfat Mein
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Jawani Ki Khwahishon Ko Sharara Hone Do
Nigaahon Hi Nigaahon Mein Ishara Hone Do
Ishq Jalaye, Ishq Bujhaye
Ishq Pe Ye Zamana Fida
Ishq Hansaye, Ishq Rulaye
Ishq Ka Rang Sabse Juda
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Ishq Junooni, Junooni, Junooni
Ishq Fituri, Fituri, Fituri
Bekhudi Mein Haule-Haule Sar Pe Chadh Jati Hai
Bekarari Dheere-Dheere Had Se Badh Jati Hai
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Is Jahan Ki Bandishon Ko Humne Kab Mana Hai
Apni Masti, Apna Freedom
Apna Afsana Hai
Ishq Dua Hai, Ishq Khuda Hai
Ishq Hai Ishq Ka Hamnawa
Ishq Hai Jadoo, Ishq Hai Khushboo
Ishq Hi Ishq Hai Har Jagah
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Ishq Junooni Hai, Ishq Fituri Hai
Ishq Junooni, Junooni, Junooni
Ishq Fituri, Fituri, Fituri...!
Written by: Sameer
Ishq Junooni Hai Song Description
This song, "Ishq Junooni Hai," is all about the powerful and exciting feeling of love. The words explain that love is like a wonderful madness ("junoon") and a fun, playful game ("fituri"). The singer asks what is the point of having hate in your heart when you can lose your heart in someone's love instead. The song describes all the different sides of love: it can be like a happy intoxication or a painful punishment; it can make you laugh and it can make you cry. It says that the whole world is crazy about love. The music for this energetic song was created by the very well-known music composer Nadeem, who is famous for his work in many Bollywood films. The words, or lyrics, were written by a famous lyricist named Sameer. The powerful voice you hear singing is Neeraj Shridhar's. The entire project, from recreating the song to directing its official music video, was handled by filmmaker Suneel Darshan for his movie, Andaaz 2.