Rabba Ishq Na Hove 2.0 Lyrics in English Letters (Romanized)
In Dhadkano Ke Dard Ko
Kaise Tujhe Batlau?
Rabba Rabba
Ek Baar Zara Tu Dekh Idhar
Dil Cheer Ke Main Dikhlau
Ye Ishq Hai Aag Ka Ek Dariya
Jise Doob Ke Paar Lagana Hai
Kyun Pyar Mein Sab Kuch Khona Hai
Sab Kho Kar Pyar Ko Paana Hai
Yahi To Dil Lagaane Ka Andaaz Hota Hai
Rabba Na Ishq Na Hove
He Rabba Na Ishq Na Hove
Rabba Na Ishq Na Hove
He Rabba Na Ishq Na Hove
Rabba Na Ishq Na Hove.. Ae..
Rabba Na Ishq Na Hove
He Rabba Na Ishq Na Hove
Rabba Na Ishq Na Hove
He Rabba Na Ishq Na Hove
Badi Uljhane Hain, Badi Mushkilein Hain
Na Hongi Jo Haasil Ye Wahi Manzilein Hain
Kabhi Bhi Na Toote Wo Kasmein Jo Khaye
Kasmein Jo Khaye Wahi Dil Jala Jaye
Yahi To Dil Jalane Ka Andaaz Hota Hai
Rabba Na Ishq Na Hove
He Rabba Na Ishq Na Hove
Rabba Na Ishq Na Hove
He Rabba Na Ishq Na Hove
Hai Dard-E-Mohabbat, Bada Katilana
Koi Jo Na Samjhe, Hai Yahi Wo Fasana
Chalo Pyar Mein Hum Dilon Jaan Lutaayein
Subah-O-Shaam Kya Hai Saara Aalam Bhulaye
Yahi To Har Deewane Ka Andaaz Hota Hai
(Sargam)
Hai Dil Pe Hamare, Tere Gam Ke Chhaale
Ja Le Ja Duaayein, Ai Daga Dene Wale
Wafa Ke Fasane, Ek Din Nirale
Jahan Hai Andhere, Wahi Pe Hai Ujale
Yahi To Gam Bhulane Ka Andaaz Hota Hai
Rabba Na Ishq Na Hove
He Rabba Na Ishq Na Hove
Rabba Na Ishq Na Hove
He Rabba Na Ishq Na Hove
Ye Ishq Hai Aag Ka Ek Dariya
Jise Doob Ke Paar Lagana Hai
Kyun Pyar Mein Sab Kuch Khona Hai
Sab Khokar Pyar Ko Paana Hai
Yahi To Dil Lagaane Ka Andaaz Hota Hai
Rabba Na Ishq Na Hove, Rabba
He Rabba Na Ishq Na Hove, Rabba
Rabba Na Ishq Na Hove, Rabba
He Rabba Na Ishq Na Hove, Rabba
Written by: Sameer
Rabba Ishq Na Hove 2.0 Song Description
"Rabba Ishq Na Hove 2.0" is a beautiful new version of a very popular old song from a famous Hindi movie. It is part of the new film, Andaaz 2. This new version is special because it mixes together two famous blockbuster songs from the past in a fresh and unique way. The song is sung by popular singers Palak Muchhal, Asees Kaur, and Shadab Faridi. The music was originally composed by the legendary duo Nadeem-Shravan, and the words (lyrics) were written by the famous poet Sameer. The whole song has been recreated for today's audience by the director Suneel Darshan. The song features the film's stars, Aayush Kumar, Aakaisha, and Natasha Fernandez. The lyrics of the song express the deep pain and problems that come with love. It talks about feeling lost, making big promises, and the sadness that can happen in a relationship. However, it also carries a message of hope and strength, saying that even in the darkest times, there is light. The song perfectly captures the full experience of love, which includes both great happiness and great sorrow.