Chor Bazari Phir Se Lyrics: Relive the romantic magic from Bhool Chuk Maaf. Sung by Neeraj Shridhar & Sunidhi Chauhan. Composed by Pritam. Feel the Rajkummar-Wamiqa chemistry!
 
Chor Bazari Phir Se Lyrics in English Letters (Romanized)
Chor Bazaari Do Nainon Ki
Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Pyaar Ki Jo Teri-Meri
Umr Aayi Thi Wo Kat Gayi
Tu Bhi Tu Hai, Main Bhi Main Hoon
Duniya Saari Dekh Ulat Gayi
Tu Na Jaane, Main Na Jaanu
Kaise Saari Baat Palat Gayi
Ghatni Hi Thi Ye Bhi Ghatna
Ghatte-Ghatte Lo Ye Ghat Gayi
Haan Chor Bazaari Do Nainon Ki
Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Jhoomriya Jhoomriya Manwa
Ban Baagi Sa
Jhoomriya Jhoomriya Tanwa
Bedaagi Man Mera
Dhad Dhad Dhad Dhadkaaye
Koi Na Phir Sar Sar Sar Chad Jaaye
Kasam Se Baazi Haath Na Apne Aaye
Nain Agar Lad Jaayein
Tareef Teri Karna,
Tujhe Khone Se Darna
Haan Bhool Gaya Ab Tujh Pe
Din Mein Chaar Dafa Marna
Tareef Teri Karna
Tujhe Khone Se Darna
Haan Bhool Gaya Ab Tujh Pe
Din Mein Chaar Dafa Marna
Pyaar Khumaari Utari Saari
Baaton Ki Badli Bhi Chhat Gayi
Hum Se Main Pe Aayi Aise
Mujhko To Main Hi Main Rat Gayi
Ek Hue The Do Se Donon,
Donon Ki Ab Rahein Bant Gayi
Haan Chor Bazaari Do Nainon Ki,
Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Par Yoon Hi Nain Lada Kaise
Lade The Roz Bazaaron Mein
Kisi Ko Dhoond Hi Lete The
Sadak Pe Roz Hazaaron Mein
Bahas Nahi Kam Kam Kam Karte
Na Ab Ye Gham Gham Gham Karte
Badal Gaye Dheere-Dheere Do Naina
Mera Kya Kya Kya Kehna?
Haan Chor Bazaari Do Nainon Ki
Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Ek Ghoont Mein Dunyadaari
Ki Saari Samajh Nikal Gayi
Written by: Irshad Kamil
Chor Bazari Phir Se Song Description
This song, "Chor Bazari Phir Se," is a special new recording for the movie 'Bhool Chuk Maaf,' which stars actors Rajkummar Rao and Wamiqa Gabbi. The music was created by famous composers Pritam and Tanishk Bagchi. The singing is done by a talented group of voices: Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan, Zahrah S Khan, and Tanishk Bagchi himself. The beautiful and emotional words of the song were written by the poet Irshad Kamil.
The song tells a story about love that is now lost. The title translates to "The Trickery of These Eyes Again." The lyrics describe how two people who were once very close have now grown apart. They remember their old habits and deep love, but sadly, that time of their life is over. Even though there is sadness, the music is very upbeat and makes you want to dance. It mixes feelings of heartbreak with a joyful rhythm, making it great for any party playlist. It is a song that celebrates both the good memories of the past and the excitement of moving forward.
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
