Ganga Kinare lyrics – Romantic soulful song from Bhool Chuk Maaf. Sung by Jubin Nautiyal, composed by Tanishk Bagchi. Featuring Rajkummar Rao & Wamiqa Gabbi. Read full lyrics now!
Ganga Kinare Lyrics in English Letters (Romanized)
Ganga Kinare Jaise Savera
Pani Pe Bahte Phoolon Sa Chehra
Galiyon Ki Halchal
Raunak Shahar Ki Tu
Tere Mere Hain Milte Sitare
Milte Sitare Sare Ke Sare
Bole Mohalla
Raunak Shahar Ki Tu
Teri Chahat Ki Dhundh Mein Hoon Dhundhlaya Main
Lo Mastaya Mastaya Mastaya Main
Teri Khatir Zamane Mein Main Aaya
Haan Aaya Main…
Maine Bin Tere Kai Din Kate
Pure Hon Chahat Ke Ghate
Pane Ki Tujhko Thodi Jaldi Hai
Ho Maine Bin Tere Kai Din Kate
Baton Se Bhar Mere Sannate
Pane Ki Tujhko Thodi Jaldi Hai
Teri Dhundh Dhundh Mein, Dhoop Dhoop Mein
Ban Malang Main Mastaya
Dhundh Dhundh Mein, Dhoop Dhoop Mein
Ban Patang Main Paglaya
Dhundh Dhundh Mein, Dhoop Dhoop Mein
Mastaya Mastaya Main, Paglaya Main
Charon Hi Dishaon Mein Hoon
Thoda Sa Hawaon Mein Hoon
Ya Main Teri Baton Mein Hoon
Ya Main Teri Bahon Mein Hoon
Jaise Ho Nadi Tu Koi
Tujh Mein Hi Dooba Main Rahoon
Ghadi-Ghadi, Ghadi Dekhoon
Tezi Se Wo Ghadi Aaye
Khwahishon Ke Phoolon Pe Jo
Meri Titli Ko Laye
Aise Bhi Lage Ki Thama
Chalna Hi Bhoola Hai Samaa
Teri Chahat Ki Dhundh Mein Hoon Dhundhlaya Main
Lo Mastaya Mastaya Mastaya Main
Teri Khatir Zamane Mein Main Aaya
Haan Aaya Main…
Maine Bin Tere Kai Din Kate
Pure Hon Chahat Ke Ghate
Pane Ki Tujhko Thodi Jaldi Hai
Ho Maine Bin Tere Kai Din Kate
Baton Se Bhar Mere Sannate
Pane Ki Tujhko Thodi Jaldi Hai
(Teri Dhundh Dhundh Mein, Dhoop Dhoop Mein
Ban Malang Main Mastaya
Dhundh Dhundh Mein, Dhoop Dhoop Mein
Ban Patang Main Paglaya
Dhundh Dhundh Mein, Dhoop Dhoop Mein
Mastaya Mastaya Main, Paglaya Main)
Ye Khwahish Ye Koshish Rang Laye Dil Milaye
Koi Doori, Koi Deri Na Rahe
Ho Main Aksar Hi Tadap Kar
Mangta Hoon Ye Duaen
Koi Doori, Koi Deri Na Rahe
Written by: Irshad Kamil
Ganga Kinare Song Description
"Ganga Kinare" is a heartfelt love song from the Indian movie Bhool Chuk Maaf, which stars actors Rajkummar Rao and Wamiqa Gabbi. The music was created by Tanishk Bagchi, and the meaningful words were written by poet Irshad Kamil. The singer, Jubin Nautiyal, uses his soft and emotional voice to tell a story of deep love and longing. The song paints a picture of a person who feels that his beloved is the most beautiful and lively part of his world, just like the early morning on the banks of the river Ganga. He explains that without her, his days are quiet and lonely. He feels so happy and free in her love that he compares himself to a kite flying without any worries in the sunshine. The main idea of the song is his hopeful wish that no distance or waiting should keep them apart, and that they should always be together. The music is gentle and melodic, making it a very soothing and romantic song to listen to.