Deewaniyat Lyrics – Vishal Mishra | Ek Deewane Ki Deewaniyat

Read the full lyrics of Deewaniyat Title Track. This romantic & passionate song is sung by Vishal Mishra for the movie Ek Deewane Ki Deewaniyat, starring Harshvardhan Rane & Sonam Bajwa. Feel the magic of its soulful words!

Deewaniyat Song Poster from Ek Deewane Ki Deewaniyat

Deewaniyat Lyrics in English Letters (Romanized)

Tere Dil Pe Haq Mera Hai
Tu Sanam Beshak Mera Hai
Phir Lakeere Ho Ya Na Ho
Tu Mera Hai, Tu Mera Hai

Jo Tu Aag Hai,
Haan, To Phir Mujhe
Jalne Ka Shoq Hai,
Jalne Ka Shoq Hai

Marne Se Kahin, Zyada Haan Tujhe
Khone Ka Khauf Hai,
Khone Ka Khauf Hai

Tu Chahiye Mujhe, Chahe Kahe Ise
Mera Junoon Ya Phir, Tu Zid Meri

Tu Hi Armaan, Tu Hi Sach Hai
Keh Rahi Deewaniyat Hai
Main Ye Dil Pe Likh Chuka Hoon
Tu Mera Hai, Tu Mera Hai

Tere Aage Zindagi Ki
Khaak Jitni Ahmiyat Hai
Faisla Main Kar Chuka Hoon
Tu Mera, Main Bhi Hoon Bas Tera

Pane Ki Tujhko Hasrat Liye Hi
Raaton Ko Main Jaagta Hoon
Kyun Jaane Phir Bhi Dushman Teri Do
Aankhon Ko Main Lagta Hoon

Kahe Na Chahe Tu Mujhe
Karunga Tujhe Ishq Main
Mujhe Ye Parwah Nahi
Jo Bhi Ho Mera Anjaam Har Haal Mein

Tu Chahiye Mujhe, Jo Bhi Saza Mile
Parwah Hai Phir Kise? Anjaam Ki

Tu Hi Armaan, Tu Hi Sach Hai
Keh Rahi Deewaniyat Hai
Main Ye Dil Pe Likh Chuka Hoon
Tu Mera Hai, Tu Mera Hai

Tere Aage Zindagi Ki
Khaak Jitni Ahmiyat Hai
Faisla Main Kar Chuka Hoon
Tu Mera, Main Bhi Hoon Bas Tera

Tere Dil Pe Haq Mera Hai
Tu Sanam Beshak Mera Hai
Phir Lakeere Ho Ya Na Ho
Tu Mera Hai, Tu Mera Hai

Tu Mera Hai, Tu Mera Hai!

Written by: Kunaal Vermaa


Deewaniyat Song Description

The "DEEWANIYAT Title Track" from the movie Ek Deewane Ki Deewaniyat is a powerfully passionate love song that captured hearts even before the film's release. Sung with raw emotion by Vishal Mishra and composed by the duo Kaushik-Guddu, the track features intense lyrics penned by Kunaal Vermaa. The song's theme revolves around a lover's fierce devotion and unwavering possession, beautifully encapsulated in lines like "Tere dil pe haq mera hai" (I have a right to your heart) and "Tu mera hai" (You are mine). It expresses a fearless embrace of the pain of love and a deep-seated fear of loss, all culminating in a declaration of maddening love, or "Deewaniyat." The incredible on-screen chemistry of the lead stars, Harshvardhan Rane and Sonam Bajwa, further amplified the song's appeal. Achieving a monumental 100 Million views on YouTube prior to the movie's launch is a testament to its instant popularity and the deep connection it forged with audiences worldwide, making it a massive hit.


Movie / Album / EP / Web Series