Bam Bam Bhole Lyrics – Shaan, Dev Negi, Antara Mitra, Bombay Lokal | Sikandar

Bam-Bam-Bhole-Song-Poster-Sikandar

Bam Bam Bhole Lyrics in English Letters (Romanized)

Chal Chal Chal Chal Chal Chal
Ae Holi Hai Holi, Basti Mein Holi
Kholi Se Nikli Hai, Masto Ki Toli
Kare Ishare Aankh Mein Choli
Bin Pistol Ke Chalegi Holi

Sambhalo Sambhalo Mujhe
Aaj Jeene Do Khul Ke Ye Gaana Mujhe
Ye Rang Hai Gulabi Hawe Mein Nasha Hai
Ye Gali Bata Degi Mera Pata

Paltan Bana Le, Chal Man Bana Le
Dhan Dhan Baja Ke, Paltan Ke Bahar Hai
Rang Ye Haath Saare Gam Bhula Ke
Bhar Ke Gulal, Chal Le Uda Le

Dalo Nawabi Rang Dalo
Dalo Gulabi Rang Dalo
Dalo Toofani Rang Dalo
Dalo Noorani Rang Dalo

Chan Chan Karti Chhail Chabili
Duniya Lagti Rang Rangli Re
Ho.. Kaali Dikhti Mujhko Neeli
Thodi Si Jo Pee Li, Pee Li Re

Bam Bam Bam Bhole Shambhu!
Uda Bheje Ka Tambu
Kahin Na Gir Jaoon, Sambhalo Mujhe Bandhu
Bam Bam Bam Bhole Shambhu
Uda Bheje Ka Tambu
Kahin Na Gir Jaoon, Sambhalo Mujhe Bandhu

Piya Jo Tera Pyala, Hua Main Matwala
Asar Hua Aisa Ke, Chhota Dikhe Lambu
Bam Bam Bam Bhole Shambhu
Uda Bheje Ka Tambu
Kahin Na Gir Jaoon, Sambhalo Mujhe Bandhu

Kahin To Lage Chhaanv, Kahin To Lage Dhoop
Yahi To Zindagi Hai, Yahi To Iska Roop
Kabhi To Lage Jee, Kabhi To Lage Man
Kabhi Hai Saare Sang, Na Kabhi Koi Saath

Na Ghungroo, Na Payal
Phir Bhi Dil Kehta Hai
Ki Jhoom Yaar Saare
Bhool Ke Gam, Aaj Jam Ke
Nachenge Hum

Aise Nache Ke Sang Nache
Dharti Aasman Yaar Saare
Bhool Ke Gam, Aaj Jam Ke
Nachenge Bam Bam Bam

Bam Bam Bam Bhole Shambhu!
Uda Bheje Ka Tambu
Kahin Na Gir Jaoon, Sambhalo Mujhe Bandhu
Bam Bam Bam Bhole Shambhu
Uda Bheje Ka Tambu
Kahin Na Gir Jaoon, Sambhalo Mujhe Bandhu

Piya Jo Tera Pyala, Hua Main Matwala
Asar Hua Aisa Ke, Chhota Dikhe Lambu
Bam Bam Bam Bhole Shambhu
Uda Bheje Ka Tambu
Kahin Na Gir Jaoon, Sambhalo Mujhe Bandhu

Ae Chhappar Se Dekh
Kisne Phuka Hai Maara?
Lagta Hai Bhai Log Se Karna Hai Raara
Apne Bhi Shooters Ready Hai Lala
Baja Denge Inko Ye Jaise Nagada

Bhagam Bhag Poore Basti Mein
Mohalla Ye Masti Mein
Thanda Le, Public Samajhti Hai
Chanda Wo Taaki Hai, Apun Hi Kaafi Hai
Maara Phuka Jisne, Teri Wo Bhabhi Hai

Written by: Sameer Anjaan, Bombay Lokal


Bam Bam Bhole Song Description

"Bam Bam Bhole" is a lively and colorful song from the movie Sikandar, starring Salman Khan and Rashmika Mandanna. The song is a celebration of the Hindu festival of Holi, known as the festival of colors. The music, composed by Pritam, is very upbeat and encourages people to dance.

The lyrics talk about the joy of the festival. People play with pink and other bright colors, forget their sadness, and dance together. The song features a mix of great singers like Shaan and Dev Negi. It also includes exciting rap parts performed by a group of artists and even talented kids from Dharavi. Overall, it is a happy song that makes you want to join the party and have fun.

Movie / Album / EP / Web Series