Qayde Se - Film Version Lyrics – Papon | Metro In Dino

Qayde Se Song Lyrics | A deep romantic track from Metro In Dino. Papon's voice and Pritam's music explore love that has become a 'rule'. Heartfelt lyrics.

Qayde Se - Film Version Lyrics in English Letters (Romanized)

Tumko Kho Ke Phirse Paane
Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe

Tumko Kho Ke Phirse Paane
Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe

Meri Tumhi Se Hai Jawaabdaari,
Naraazgi Bhi Dher Saari
Tumhein Haraane Ki Zid Mein,
Ye Zindagi Tumhi Se Haari

Agar Kabhi Tumhein Rulaaya,
Kahaan Mujhe Bhi Chain Aaya
Asal Mein Dil Nahin Tumhaara,
Khud Hi Ka Dukhaya

Kya Bataoon Dard Leke?
Kitni Raahat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe

Thikaana Jahaan Tumhaara,
Wahin Ghar Hai Mera (Oh Ho)
Hai Kandha Jahaan Tumhaara,
Wahin Sar Hai Mera (Oh Ho)

Tumse Kahin Juda, Kahin Se Toota,
Kahin Mila, Kahin Se Chhoota
Chhupa Saka Tumse Kuchh Na,
Bhale Kaho Mujhi Ko Jhootha

Qaraar Ki Tumhi Wajah Ho,
Kabhi Lage Tumhi Sazaa Ho
Tumhi Se Hai Takleefe Bhi,
Tumhi To Maza Ho

Pehle Se Bhi Aur Pyaari,
Ab Ye Haalat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe

Dil Jala Ke Muskuraane
Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe

Tumko Kho Ke Phirse Paane
Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe

Written by: Amitabh Bhattacharya

Qayde Se - Film Version Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (क़ायदे से)

तुमको खो के फिरसे पाने
की जो आदत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझे

तुमको खो के फिरसे पाने
की जो आदत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझे

मेरी तुम्हीं से है जवाबदारी,
नाराज़गी भी ढेर सारी
तुम्हें हराने की ज़िद में,
ये जिंदगी तुम्हीं से हारी

अगर कभी तुम्हें रुलाया,
कहाँ मुझे भी चैन आया
असल में दिल नहीं तुम्हारा,
खुद ही का दुखाया

क्या बताऊँ दर्द लेके?
कितनी राहत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझे

ठिकाना जहाँ तुम्हारा,
वहीं घर है मेरा (ओ हो)
है कांधा जहाँ तुम्हारा,
वहीं सर है मेरा (ओ हो)

तुमसे कहीं जुड़ा, कहीं से टूटा,
कहीं मिला, कहीं से छूटा
छुपा सका तुमसे कुछ ना,
भले कहो मुझी को झूठा

क़रार की तुम्हीं वजह हो,
कभी लगे तुम्हीं सज़ा हो
तुम्हीं से है तकलीफ़े भी,
तुम्ही तो मज़ा हो

पहले से भी और प्यारी,
अब ये हालत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझे

दिल जला के मुस्कुराने
की जो आदत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझे

तुमको खो के फिरसे पाने
की जो आदत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझे

गीतकार: अमिताभ भट्टाचार्य

👉 Submit / Request / Report Lyrics


🔗 Share/शेयर करें:

Videos

Qayde Se - Film Version (Lyrics) | Papon | Metro…In Dino | Pritam | Amitabh B | Anurag B | Bhushan K
Song - Qayde Se - Film Version
Singer - Papon
Music - Pritam
Lyrics - Amitabh Bhattacharyya
Music Label - T-Series
Music Album: Metro…In Dino - Side B

Movie: Metro…In Dino
Starring: Aditya Roy Kapur, Sara Ali Khan, Ali Fazal, Fatima Sana Shaikh, Konkona Sen Sharma, Pankaj Tripathi, Neena Gupta, Anupam Kher, Saswata Chatterjee


Movie / Album / EP / Web Series

Song Details

Song Qayde Se - Film Version
Album Metro In Dino
Singer Papon
Lyricist Amitabh Bhattacharya
Composer Pritam
Music Label T-Series
YouTube Video Watch on YouTube

Frequently Asked Questions

Who sang the song "Qayde Se - Film Version"?

The song was sung by Papon.

Who wrote the lyrics of "Qayde Se - Film Version"?

The lyrics were written by Amitabh Bhattacharya.

Who composed the music for "Qayde Se - Film Version"?

The music was composed by Pritam.

Which album is "Qayde Se - Film Version" from?

The song is from the album "Metro In Dino".

Which music label released "Qayde Se - Film Version"?

The song was released under the music label "T-Series".