Qayde Se Reprise Lyrics | The poignant female version of the hit track from Metro In Dino. Shilpa Rao's voice adds a new layer of pain and beauty.
Qayde Se - Reprise Lyrics in English Letters (Romanized)
Dil Jala Ke Muskuraane,
Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe
Dil Jala Ke Muskuraane,
Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe
Meri Tumhi Se Hai Jawaabdaari,
Naraazgi Bhi Dher Saari
Tumhe Haraane Ki Zid Mein,
Ye Zindagi Tumhi Se Haari
Agar Kabhi Tumhe Rulaya,
Kahaan Mujhe Bhi Chain Aaya
Asal Mein Dil Nahin Tumhaara,
Khud Hi Ka Dukhaya
Kya Bataun Dard Leke?
Kitni Raahat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe
Oh-Ho-Ho, Tum Mein Galtiyaan
Dhoondhi To Mil Gayi, Khud Mein
Kitni Khaamiyan, Kitni Khaamiyan?
Oh-Ho, Tum O Baahisaab
Jitna Karo Bhale
Maine Bhar Di Haamiyan, Bhar Di Haamiyan
Mujhpe Ajeeb Hai Asar Tumhaara,
Dawa Lage Zeher Tumhaara
Ke Pyaar Kam Hote-Hote,
Hua Tumhi Se Hai Dobara
Qaraar Ki Tumhi Wajah Ho,
Kabhi Lage Tumhi Saza Ho
Tumhi Se Hai Taklifen Bhi,
Tumhi To Maza Ho
Pehle Se Bhi Aur Pyaari,
Ab Ye Haalat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe
Dil Jala Ke Muskuraane
Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe
Lag Raha Hai Qaayde Se
Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe
Written by: Amitabh Bhattacharya
Qayde Se - Reprise Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (क़ायदे से)
दिल जला के मुस्कुराने,
की जो आदत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझेदिल जला के मुस्कुराने,
की जो आदत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझेमेरी तुम्हीं से है जवाबदारी,
नाराज़गी भी ढेर सारी
तुम्हें हराने की ज़िद में,
ये जिंदगी तुम्हीं से हारीअगर कभी तुम्हें रुलाया,
कहाँ मुझे भी चैन आया
असल में दिल नहीं तुम्हारा,
खुद ही का दुखायाक्या बताऊँ दर्द लेके?
कितनी राहत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझेओह-हो-हो, तुम में गलतियाँ
ढुंढी तो मिल गई, खुद में
कितनी खामियाँ, कितनी खामियाँ?
ओह-हो, तुम ओ बाहिसाब
जितना करो भले
मैंने भर दी हामियाँ, भर दी हामियाँमुझपे अजीब है असर तुम्हारा,
दवा लगे ज़हर तुम्हारा
के प्यार कम होते-होते,
हुआ तुम्हीं से है दोबाराक़रार की तुम्हीं वजह हो,
कभी लगे तुम्हीं सज़ा हो
तुम्हीं से है तकलीफ़े भी,
तुम्हीं तो मज़ा होपहले से भी और प्यारी,
अब ये हालत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझेदिल जला के मुस्कुराने
की जो आदत हुई है मुझे
लग रहा है क़ायदे से
अब मोहब्बत हुई है मुझे
गीतकार: अमिताभ भट्टाचार्य
👉 Submit / Request / Report Lyrics
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Qayde Se - Reprise (Lyrics) | Shilpa Rao | Metro…In Dino | Pritam | Amitabh B | Bhushan Kumar
Song - Qayde Se - Reprise
Singer - Shilpa Rao
Music - Pritam
Lyrics - Amitabh Bhattacharya
Music Label - T-Series
Music Album: Metro…In Dino - Side B
Movie: Metro…In Dino
Starring: Aditya Roy Kapur, Sara Ali Khan, Ali Fazal, Fatima Sana Shaikh, Konkona Sen Sharma, Pankaj Tripathi, Neena Gupta, Anupam Kher, Saswata Chatterjee
Song Details
| Song | Qayde Se - Reprise |
|---|---|
| Album | Metro In Dino |
| Singer | Shilpa Rao |
| Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
| Composer | Pritam |
| Music Label | T-Series |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Qayde Se - Reprise"?
The song was sung by Shilpa Rao.
Who wrote the lyrics of "Qayde Se - Reprise"?
The lyrics were written by Amitabh Bhattacharya.
Who composed the music for "Qayde Se - Reprise"?
The music was composed by Pritam.
Which album is "Qayde Se - Reprise" from?
The song is from the album "Metro In Dino".
Which music label released "Qayde Se - Reprise"?
The song was released under the music label "T-Series".