Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare Lyrics – Hari Om Sharan | Saregama Bhakti

Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare Song Lyrics – A powerful devotional bhajan sung by Hari Om Sharan. Celebrating the divine power of Lord Ram's name that can move even stones. From the album Daata Ek Ram. Full lyrics here.

Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare Song Poster from Saregama Bhakti

Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे)

राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
जो ना जपे राम, 
जो ना जपे राम वो है किस्मत के मारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 

राम जी के नाम को शिवजी ने ध्याया। 
तुलसी ने राम जी पे सर्वस्व लुटाया। 
राम जी के नाम को शिवजी ने ध्याया। 
तुलसी ने राम जी पे सर्वस्व लुटाया। 
कबीरा भजन कर भए मतवारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 

राम नाम अमृत है। 
राम नाम चंदन। 
राम नाम देव जपे, संत करे वंदन। 
राम नाम अमृत है। 
राम नाम चंदन। 
राम नाम देव जपे, संत करे वंदन। 
महावीर राम नाम हृदय में धारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 

राम राम राम जपो, राम ही ध्याओ। 
राम नाम प्रेम ज्योत घर घर जगाओ। 
राम राम राम जपो, राम ही ध्याओ। 
राम नाम प्रेम ज्योत घर घर जगाओ। 
उन्हीं की शरण लाग पल ना गंवारे। 

राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
जो ना जपे राम, 
जो ना जपे राम वो है किस्मत के मारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे। 
राम जी के नाम ने तो पाथर भी तारे।

गीतकार: हरि ओम शरण

Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare Lyrics in English Letters (Romanized)

Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Jo Na Jape Ram,
Jo Na Jape Ram Vo Hai Kismat Ke Maare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.

Ram Ji Ke Naam Ko Shivji Ne Dhyaaya.
Tulsi Ne Ram Ji Pe Sarvasva Lutaaya.
Ram Ji Ke Naam Ko Shivji Ne Dhyaaya.
Tulsi Ne Ram Ji Pe Sarvasva Lutaaya.
Kabeera Bhajan Kar Bhae Matvaare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.

Ram Naam Amrit Hai.
Ram Naam Chandan.
Ram Naam Dev Jape, Sant Kare Vandan.
Ram Naam Amrit Hai.
Ram Naam Chandan.
Ram Naam Dev Jape, Sant Kare Vandan.
Mahaaveer Ram Naam Hriday Mein Dhaare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.

Ram Ram Ram Japo, Ram Hi Dhyaao.
Ram Naam Prem Jyot Ghar Ghar Jagaao.
Ram Ram Ram Japo, Ram Hi Dhyaao.
Ram Naam Prem Jyot Ghar Ghar Jagaao.
Unheen Ki Sharan Laag Pal Na Ganvaare.

Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Jo Na Jape Ram,
Jo Na Jape Ram Vo Hai Kismat Ke Maare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.
Ram Ji Ke Naam Ne To Paathar Bhi Taare.

Written by: Hari Om Sharan


🔗 Share/शेयर करें:

Videos


Song Details

Song Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare
Singer Hari Om Sharan
Lyricist Hari Om Sharan
Composer Hari Om Sharan
Music Label Saregama Bhakti
YouTube Audio Listen on YouTube
YouTube Video Watch on YouTube

Frequently Asked Questions

Who sang the song "Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare"?

The song was sung by Hari Om Sharan.

Who wrote the lyrics of "Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare"?

The lyrics were written by Hari Om Sharan.

Who composed the music for "Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare"?

The music was composed by Hari Om Sharan.

Which music label released "Ramji Ke Naam Ne To Pathar Bhi Tare"?

The song was released under the music label "Saregama Bhakti".

No other songs found for this movie.