Adaayein Song Lyrics – A romantic heartfelt track sung, composed & written by Tanay Patre. Ye adaayein teri maar dengi mujhe – full lyrics here.
Adaayein Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (अदाएँ)
ये अदाएँ तेरी मार देंगी मुझे,
तेरी आँखें हँसी, यूँ सताए मुझे।
ये अदाएँ तेरी मार देंगी मुझे,
तेरी आँखें हँसी, यूँ सताए मुझे।
बातों-बातों में तू जो हँसाए, पिया,
मेरे ख़्वाबों में इश्क़ जताए मुझे।
तेरी बातें मुझे समझ नी आएँ,
नासमझ मेरा दिल
बस तुझको ही चाहे।
तेरे नखरे उठाए,
तुझे आँखों में बसाए,
नासमझ, तू मेरा है पिया।
ये रातें तेरी यादों में ही जाएँ।
ना समझ मेरा दिल
बस तुझे ही चाहे,
तेरी ले लूँ बलाएँ,
तुझे दूँ मैं सदाएँ,
मेरी जाना, तू मेरा है पिया।
नूर तेरा छाया हुआ,
के जैसे चाँद भी शर्मा गया।
तेरी नज़र का ये असर,
मुझे बुख़ार सा चढ़ था गया।
नूर तेरा छाया हुआ,
के जैसे चाँद भी शर्मा गया।
तेरी नज़र का ये असर,
मुझे बुख़ार सा चढ़ता गया।
इज़हार-ए-दिल ने मैंने कर दिया है,
मेरी साँसों में इश्क़ तूने भर दिया है।
तू अब ना जाना मेरी बाहों से कहीं,
इन बाहों ने मुझे एक घर दिया है।
ये अदाएँ तेरी मार देगी मुझे,
तेरी आँखें हँसी, यूँ सताए मुझे।
बातों-बातों में तू जो हँसाए, पिया,
मेरे ख़्वाबों में इश्क़ जताए मुझे।
तेरी बातें मुझे समझ नी आएँ,
नासमझ मेरा दिल
बस तुझको ही चाहे।
तेरे नखरे उठाए,
तुझे आँखों में बसाए,
नासमझ, तू मेरा है पिया।
ये रातें तेरी यादों में ही जाएँ।
नासमझ मेरा दिल
बस तुझे ही चाहे,
तेरी ले लूँ बलाएँ,
तुझे दूँ मैं सदाएँ,
मेरी जाना, तू मेरा है पिया।
ये अदाएँ तेरी मार देगी मुझे,
तेरी आँखें हँसी, यूँ सताए मुझे।
गीतकार: तनय पत्रे
Adaayein Lyrics in English Letters (Romanized)
Ye Adaayein Teri Maar Dengi Mujhe,
Teri Aankhein Hansi, Yun Sataaye Mujhe.
Ye Adaayein Teri Maar Dengi Mujhe,
Teri Aankhein Hansi, Yun Sataaye Mujhe.
Baaton-Baaton Mein Tu Jo Hansaaye, Piya,
Mere Khwaabon Mein Ishq Jataaye Mujhe.
Teri Baatein Mujhe Samajh Ni Aayein,
Naasamajh Mera Dil
Bas Tujhko Hi Chaahe.
Tere Nakhre Uthaaye,
Tujhe Aankhon Mein Basaaye,
Naasamajh, Tu Mera Hai Piya.
Ye Raatein Teri Yaadon Mein Hi Jaayein.
Na Samajh Mera Dil
Bas Tujhe Hi Chaahe,
Teri Le Loon Balaayein,
Tujhe Doon Main Sadaayein,
Meri Jaana, Tu Mera Hai Piya.
Noor Tera Chhaaya Hua,
Ke Jaise Chaand Bhi Sharma Gaya.
Teri Nazar Ka Ye Asar,
Mujhe Bukhaar Sa Chadh Tha Gaya.
Noor Tera Chhaaya Hua,
Ke Jaise Chaand Bhi Sharma Gaya.
Teri Nazar Ka Ye Asar,
Mujhe Bukhaar Sa Chadhta Gaya.
Izhaar-E-Dil Ne Maine Kar Diya Hai,
Meri Saanson Mein Ishq Tune Bhar Diya Hai.
Tu Ab Na Jaana Meri Baahon Se Kahin,
In Baahon Ne Mujhe Ek Ghar Diya Hai.
Ye Adaayein Teri Maar Degi Mujhe,
Teri Aankhein Hansi, Yun Sataaye Mujhe.
Baaton-Baaton Mein Tu Jo Hansaaye, Piya,
Mere Khwaabon Mein Ishq Jataaye Mujhe.
Teri Baatein Mujhe Samajh Ni Aayein,
Naasamajh Mera Dil
Bas Tujhko Hi Chaahe.
Tere Nakhre Uthaaye,
Tujhe Aankhon Mein Basaaye,
Naasamajh, Tu Mera Hai Piya.
Ye Raatein Teri Yaadon Mein Hi Jaayein.
Naasamajh Mera Dil
Bas Tujhe Hi Chaahe,
Teri Le Loon Balaayein,
Tujhe Doon Main Sadaayein,
Meri Jaana, Tu Mera Hai Piya.
Ye Adaayein Teri Maar Degi Mujhe,
Teri Aankhein Hansi, Yun Sataaye Mujhe.
Written by: Tanay Patre
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Song Details
| Song | Adaayein |
|---|---|
| Singer | Tanay Patre |
| Lyricist | Tanay Patre |
| Composer | Tanay Patre |
| Music Label | Tanay Patre |
| Release Date | 22 September 2026 |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Adaayein"?
The song was sung by Tanay Patre.
Who wrote the lyrics of "Adaayein"?
The lyrics were written by Tanay Patre.
Who composed the music for "Adaayein"?
The music was composed by Tanay Patre.
Which music label released "Adaayein"?
The song was released under the music label "Tanay Patre".
When was "Adaayein" released?
The song was released on 22 September 2026.