Chaand Lyrics from Pehla Pyaar Doosri Baar – a romantic song sung by Faheem Abdullah, composed by Rochak Kohli, written by Gurpreet Saini. Read full lyrics here.
Chaand Lyrics in English Letters (Romanized)
Chaand Chadh Jaaye Ya Tu Nazar Aaye
Aafaton Ki Duniya Mein Kuch Sabar Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Qaraar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Kasmein Khila Doon Main,
Ghadiyaan Chhupa Doon Main
Laut Na Tu Jaaye Kahin,
Wajah Mita Doon Main
Tere Hi Khayaalon Mein
Kab Se Laapataa Hoon Main
Apni Wafa Ye Saari Tujhpe Luta Doon Main
Kaate Nahi Katte Ye Din Tere Pyaar Mein
Doob Raha Hoon Main
Teri Yaadon Ke Aabshaar Mein
Zaalima,
Yoon Roz Ka De Aana-Jaana Chhod Tu
Toot Hi Na Jaaye Mera Dil Intezaar Mein
Chaand Chadh Jaaye Ya Tu Nazar Aaye
Aafaton Ki Duniya Mein Kuch Sabar Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Qaraar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Behal Jaayega, Sambhal Jaayega
Ye Dil To Kahin Bhi Lag Jaayega
Magar Rooh Ko Aaraam Wo
Jo Tujhse Mila, Meri Jaan,
Wo Kahin Bhi Na Mil Paayega
Itna Hi Chaahoon Bas
Tujhko Manaa Loon Main
Main Tera Ho Jaaun,
Tujhe Apna Banaa Loon Main
Tere Saath Duniya Basaane Ki Hai Aarzoo
Tu Jo Maan Jaaye,
Saari Khushiyaan Manaa Loon Main
Chaand Chadh Jaaye Ya Tu Nazar Aaye
Aafaton Ki Duniya Mein Kuch Sabar Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Qaraar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye...!
Written by: Gurpreet Saini
Chaand Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics
चाँद के बोल | फिल्म पहला प्यार दूसरी बार (Pehla Pyaar Doosri Baar) से फहीम अब्दुल्ला (Faheem Abdullah) की आवाज़ में रोचक कोहली (Rochak Kohli) का रोमांटिक गीत। पूरे लिरिक्स पढ़ें।
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
कसमें खिला दूँ मैं, घड़ियाँ छुपा दूँ मैं
लौट ना तू जाए कहीं, वजह मिटा दूँ मैं
तेरे ही ख़यालों में कब से लापता हूँ मैं
अपनी वफ़ा ये सारी तुझपे लुटा दूँ मैं
काटे नहीं कटते ये दिन तेरे प्यार में
डूब रहा हूँ मैं तेरी यादों के आबशार में
ज़ालिमा,
यूँ रोज़ का दे आना-जाना छोड़ तू
टूट ही ना जाए मेरा दिल इंतज़ार में
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
बहल जाएगा, सँभल जाएगा
ये दिल तो कहीं भी लग जाएगा
मगर रूह को आराम वो
जो तुझसे मिला, मेरी जाँ,
वो कहीं भी ना मिल पाएगा
इतना ही चाहूँ बस तुझको मना लूँ मैं
मैं तेरा हो जाऊँ, तुझे अपना बना लूँ मैं
तेरे साथ दुनिया बसाने की है आरज़ू
तू जो मान जाए, सारी ख़ुशियाँ मना लूँ मैं
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
बरसों के गए हो जैसे घर आए
बरसों के गए हो जैसे घर आए...!
👉 Submit / Request / Report Lyrics
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Credits:
Song Name: Chaand
Singer: Faheem Abdullah
Music: Rochak Kohli
Lyrics: Gurpreet Saini
Music Arranged & Programmed by: Sharan Rawat
Movie: Pehla Pyaar Doosri Baar
Lead Cast (Film): Sparsh Walia, Alisha Chopra, Kunal Vaid, Sakshi Vaidya, Tushar Chhibber, Sargun Kaur Luthra
Music Label: T-Series
Song Details
| Song | Chaand |
|---|---|
| Singer | Faheem Abdullah |
| Lyricist | Gurpreet Saini |
| Composer | Rochak Kohli |
| Music Label | T-Series |
| YouTube Audio | Listen on YouTube |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Chaand"?
The song was sung by Faheem Abdullah.
Who wrote the lyrics of "Chaand"?
The lyrics were written by Gurpreet Saini.
Who composed the music for "Chaand"?
The music was composed by Rochak Kohli.
Which music label released "Chaand"?
The song was released under the music label "T-Series".