Aakhri Salaam Sagar Bhatia Version Lyrics - A raw and intense rendition of the heartbreak song from De De Pyaar De 2. Sung and composed by Sagar Bhatia.
Aakhri Salaam Sagar Bhatia Version Lyrics in English Letters (Romanized)
Kahin To Mile Wo Raahatein
Jahan Koi Gam Na Ho
Bin Baat Ke Jahan Meri
Aankhen Bhi Nam Na Hon
Kahin To Mile Wo Raahatein
Jahan Koi Gam Na Ho
Bin Baat Ke Jahan Meri
Aankhen Bhi Nam Na Hon
Dil Bhar Gaya Mujhse Tera
Ye Jaanta Hai Dil Mera
Kuch Rah Gaya Ho To Bol Do
Khaamoshiyaan Sab Tod Ke
Jo Dil Me Hai, Sab Bol Ke
Haan, Keh Raha Hoon Alvida
Main Tujhe Aakhiri Salaam Karta Hoon
Khud Se Bhi Zyada Pyaar Karta Hoon
Meri Jaan Tujhpe Nisaar Karta Hoon
Main Tujhe Aakhiri Salaam Karta Hoon
Alvida, Alvida Kehne Ki
Himmat Juta Li Hai
Jahan Teri Yaadein Na Hon,
Wo Duniya Bhi Saja Li Hai
Alvida, Alvida Kehne Ki
Himmat Juta Li Hai (Juta Li Hai)
Jahan Teri Yaadein Na Hon,
Wo Duniya Bhi Saja Li Hai
Mere Baare Me Sochogi Kabhi
Aankhen Fir Bhar Aayengi
Maangogi Khuda Se Wapas Mujhko Tum
Lekin Fir Na Paogi
Main Lada Tha Khuda Se Tujhe Paane Ke Liye
Fir Lada Main Usi Se Bhulaane Ke Liye
Mere Baad Me Jise Chaahogi
Dil Uska To Na Dukhaogi
Main Sah Gaya, Kya Wo Sah Lega..?
Khaamoshiyaan Sab Tod Ke
Jo Dil Me Hai, Sab Bol Ke
Haan, Keh Raha Hoon Alvida
Main Tujhe Aakhiri Salaam Karta Hoon
Khud Se Bhi Zyada Pyaar Karta Hoon
Meri Jaan Tujhpe Nisaar Karta Hoon
Main Tujhe Aakhiri Salaam Karta Hoon
Tu Safar Me Kyun Mila?
Zindagi Ka Gam Yahi Hai
Fir Kabhi Jo Jud Na Paye,
Itne Toote Hum Nahin Hain
Humse Jhoothe Wo Sahi Hai,
Par Bewafa Wo Nahin Hai
Jitna Humko Maante Hain,
Uttne Jhoothe Hum Nahin Hain
Alvida, Alvida Kehne Ki
Himmat Juta Li Hai
Jahan Teri Yaadein Na Hon,
Wo Duniya Bhi Saja Li Hai
Alvida, Alvida Kehne Ki
Himmat Juta Li Hai (Juta Li Hai)
Jahan Teri Yaadein Na Hon,
Wo Duniya Bhi Saja Li Hai
Written by: Sagar Bhatia
Aakhri Salaam Sagar Bhatia Version Song Description
The song 'Aakhri Salaam' from the movie 'De De Pyaar De 2' is a powerfully emotional track. The song is sung, written, and composed by Sagar Bhatia, and released under the T-Series music label. The film features a stellar cast including Ajay Devgn, Rakul Preet Singh, and R. Madhavan.
Lyrically, the song tells the story of a painful, final goodbye. The singer is seeking freedom from his loving memories, searching for a place where there is no sorrow and his eyes don't get wet without a reason. He declares that his heart is now full and he has finally gathered the courage to break the silence and say goodbye. It is a heartfelt final salute, where he paradoxically states he loves his beloved more than himself, yet is choosing to walk away.
He tells his love that he has built a new world where her memories don't exist. He imagines she will miss him and pray to God to bring him back, but it will be too late. The lyrics are profoundly deep, especially the line, "Main lada tha khuda se tujhe paane ke liye, phir lada main usi se bhulaane ke liye" (I fought with God to win you, then I fought with that same God to forget you). This beautifully captures the conflicting emotions of intense love, heartbreak, and the difficult journey toward self-respect, making it the song's greatest strength.