Sundari Ke Pyar Mein Lyrics in English Letters (Romanized)
Kya Uttar? Kya Dakkhin? Yaaro,
Dil Ke Karobaar Mein
Hukka-Paani Leke Pad Gaye
Sundari Ke Pyaar Mein
Kya Uttar? Kya Dakkhin? Yaaro,
Dil Ke Karobaar Mein
Hukka-Paani Leke Pad Gaye
Sundari Ke Pyaar Mein
Ae, Chak De Fatte, Napp De Gilli
Baandh Ke Sehra Bol, Hadippa
Bade Se Bade, Raahon Mein Khade
Aashikon Ko Chakma De Jaayega
Hero Apna Ghodi Chadke
Haq Se Dulhaniya Le Jaayega
Bade Se Bade, Raahon Mein Khade
Aashikon Ko Chakma De Jaayega
Hero Apna Ghodi Chadke
Haq Se Dulhaniya Le Jaayega
Onnu, Chant, Munnu
Jodiyan Banti Hain Aasmaanon Mein
Toh, Neeche Dharti Pe Itne Bakhade Hain Kyon?
Pyaar Ke Raahin, Toh, Ekdam Seedhe Hain
Pyaar Ke Raste Utne Hi Tedhe Hain Kyon?
Prem Ki Naiyya Fansate Hi
Fansati Hai Kyon Majhdhaar Mein?
Hukka-Paani Leke Pad Gaye
Sundari Ke Pyaar Mein
Ae, Chak De Fatte, Napp De Gilli
Baandh Ke Sehra Bol, Hadippa
Bade Se Bade Raahon Mein Khade
Aashikon Ko Chakma De Jaayega
Hero Apna Ghodi Chadke
Haq Se Dulhaniya Le Jaayega
Bade Se Bade Raahon Mein Khade
Aashikon Ko Chakma De Jaayega
Hero Apna Ghodi Chadke
Haq Se Dulhaniya Le Jaayega
Onnu, Chant, Munnu
Ishq Farmaaya Hai, Jispe Dil Aaya Hai
Uske Gharwalon Ki Bhi Khushaamat Karo
Ji-Huzoori Se Hi Milni Manzoori Hai
Unki Sharton Ko Bilkul Mana Mat Karo
Upar Wala Basta Hai
Dulhan Ke Rishtedaar Mein
Hukka-Paani Leke Pad Gaye
Sundari Ke Pyaar Mein
Kya Uttar? Kya Dakkhin? Yaaro,
Dil Ke Karobaar Mein
Hukka-Paani Leke Pad Gaye
Sundari Ke Pyaar Mein
Ae, Chak De Fatte, Napp De Gilli
Baandh Ke Sehra Bol, Hadippa
Bade Se Bade Raahon Mein Khade
Aashikon Ko Chakma De Jaayega
Hero Apna Ghodi Chadke
Haq Se Dulhaniya Le Jaayega
Bade Se Bade Raahon Mein Khade
Aashikon Ko Chakma De Jaayega
Hero Apna Ghodi Chadke
Haq Se Dulhaniya Le Jaayega
Onnu, Chant, Munnu
Written by: Amitabh Bhattacharya
Sundari Ke Pyar Mein Song Description
"Sundari Ke Pyar Mein" is a highly popular and energetic track from the 2021 movie 'Param Sundari'. The song is composed by the dynamic music director duo Sachin-Jigar and powerfully sung by Sumonto Mukherjee, whose voice gives the track a unique and vibrant energy. The lyrics, penned by the renowned Amitabh Bhattacharya, beautifully capture the feeling of being so completely lost in someone's love and beauty that the world ceases to matter. The line, "What north? What south, friends? In the matters of the heart," perfectly encapsulates this carefree emotion. The music composition is a catchy blend of Punjabi folk and modern pop elements. On the technical side, the recording, mixing, and mastering were handled by engineer Susmeet Rewaskar. Overall, this song is a perfect mix of celebration, love, and joy, guaranteed to instantly uplift the listener's mood.