Read the full lyrics of "Rahein Na Rahein Hum" from Thamma. This romantic track, sung by Soumyadeep Sarkar for Ayushmann K & Rashmika M, features music by Sachin-Jigar. Feel the emotion of this soulful song.
Rahein Na Rahein Hum Lyrics in English Letters (Romanized)
Aur Kya Chahiye?
Ke Zindagi Bhar Tujhe
Rah Saken Yaad Hum
Rahe Na Rahe Hum, Rahe Na Rahe Hum
Saath Na Hoke Bhi
Har Ek Din, Har Ghadi
Hain Tere Saath Hum
Rahe Na Rahe Hum, Rahe Na Rahe Hum
Tujhse Juda Hum Kahaan
Hain Bas Wahin Tu Jahaan
Tujhse Juda Hum Kahaan
Hain Bas Wahin Tu Jahaan
Tujhme Aabaad Hum
Rahe Na Rahe Hum, Rahe Na Rahe Hum
O, O, O, O-O-O
Rahe Na Rahe Hum, Rahe Na Rahe Hum
Pyaar Jo Na Kisi Ko Samajh Aaye Re
Sirf Mehsoos Jisko Kiya Jaaye Re
Taul Paaye Na Tuk Ke Taraazu Jise
Waqt Ke Daayre Baandh Na Paayein Re
Pyaar Jo Na Kisi Ko Samajh Aaye Re
Sirf Mehsoos Jisko Kiya Jaaye Re
Taul Paaye Na Tuk Ke Taraazu Jise
Waqt Ke Daayre Baandh Na Paayein Re
Tujhse Wahi To Kiya
Dil Kya? Tujhe Sab Diya
Har Reet Se, Rasm Se
Bandish Ki Har Qism Se
Ab Hain Aazaad Hum
Rahe Na Rahe Hum, Rahe Na Rahe Hum
Aur Kya Chahiye?
Ke Zindagi Bhar Tujhe
Rah Saken Yaad Hum
Rahe Na Rahe Hum, Rahe Na Rahe Hum
Rahe Na Rahe Hum, Rahe Na Rahe Hum
Rahe Na Rahe Hum, Rahe Na Rahe Hum
Written by: Amitabh Bhattacharya
Rahein Na Rahein Hum Song Description
"Rahein Na Rahein Hum" is a profoundly beautiful and emotional love song from the movie 'Thamma,' starring Ayushmann Khurrana and Rashmika Mandanna. The track is composed by the talented duo Sachin-Jigar and soulfully sung by Soumyadeep Sarkar, with poignant lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. The song delves into the theme of an eternal love that persists regardless of physical presence. Its core message, "whether we remain or not, may we remain in your memory," captures a promise of being with a loved one every single moment, even in absence. It beautifully suggests that true love is a feeling that cannot be confined by rules, conditions, or the passage of time, making it a deeply romantic and soulful experience for listeners.