Read the full lyrics of "Ul Jalool Ishq" from Gustaakh Ishq. This soulful romantic track, sung by Shilpa Rao & Papon, features Vijay Varma & Fatima's chemistry, composed by Vishal Bhardwaj with Gulzar's poetry.
Ul Jalool Ishq Lyrics in English Letters (Romanized)
Nikamma, Befizool,
Magar Phir Bhi Qubool Hai
Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Nikamma, Befizool,
Magar Phir Bhi Qubool Hai
Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Na Koi Qaida Hai, Na Koi Bhi Usool
Na Koi Qaida, Na Koi Bhi Usool Hai
Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Arey, Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Ladkhadaate Hain, Dagmagaate Hain
Us Gali Mein Hum Bahak Jaate Hain
Oh, Ladkhadaate Hain, Dagmagaate Hain
Us Gali Mein Hum Bahak Jaate Hain
Muskuraate Hain Khaamkha
Jhip Jaate Hain Khaamkha
Do Dilon Ke Court Mein Muqaddama Hai Ishq
Kabhi Gustakhiyan,
Kabhi Chhoti-Si Bhool Hai
Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Arey, Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Aankhon Aankhon Mein Kuch To Kehte Hain
Ik Gutar-Goo Si Karke Jaate Hain
Ho, Koi Khat Hai Ya Koi Sandesa
Kyun Kabootar Yun Gungunaate Hain?
Golgappe Hain Galon Mein
Pyaar Chhalka Hai Pyaalon Mein
Adh-Jagi-Si Aankhon Mein Surma Hai Ishq
Meri Naadaniyan,
Mere Khwabon Ki Dhool Hai
Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Ul-Jalool Ishq Ye, Ul-Jalool
Arey, Ul-Jalool Ishq Ye,
Ul-Jalool
Arey, Ul-Jalool Ishq Ye,
Ul-Jalool...!
Written by: Gulzar
Ul Jalool Ishq Song Description
The song "Ul Jalool Ishq" is from the project "Gustaakh Ishq," featuring actors Vijay Varma and Fatima Sana Shaikh. It is beautifully sung by the renowned voices of Shilpa Rao and Papon, with music composed by the legendary Vishal Bhardwaj and profound lyrics penned by the celebrated poet Gulzar. The lyrics describe a feeling of love that seems illogical and ruleless, yet is wholeheartedly accepted by the heart. The song poetically explains that love has no fixed principles or boundaries. It portrays how one stumbles and wanders aimlessly in the alley of love, where the relationship between two hearts becomes like a court case, filled with minor mistakes and bold audacities. With evocative imagery like speaking through eyes, dimples on cheeks, and kohl in half-awake eyes, the song beautifully captures the deep and chaotic emotions of a love that is beyond all logic, yet feels intensely real and true.