Read the full lyrics of "Aajaa Piyaa" from Badass Ravi Kumar. This romantic & energetic track is sung by Himesh Reshammiya, featuring Prabhudeva & Kirti Kulhari. Feel the passion of the song's words.
Aajaa Piyaa Lyrics in English Letters (Romanized)
Mana Ki Daulat Mein Bahot Takat Hoti Hai
Magar Paisa Hi Sabkuch Nahi Hota
Mana Ki Tumne Zameer Kharide Honge Bahot
Magar Har Imaan Bikaau Nahi Hota
Sharabon Se Zyada Nasha Doongi Main
Raatein Aawara Bana Doongi Main
Sharabon Se Zyada Nasha Doongi Main
Raatein Aawara Bana Doongi Main
Le Le Maine Mauka Hai Tujhko Diya
Jawani Meri Tujhe Bulaye, Aaja Piya
Jawani Meri Tujhe Bulaye, Aaja Piya
Sabhi Aashikon Ke Shahenshah Hai Hum
Sabhi Husn Walon Ke Hum Hai Sanam
Sabhi Aashikon Ke Shahenshah Hai Hum
Sabhi Husn Walon Ke Hum Hai Sanam
Ja Re Ja Tujhko Ye Dil De Diya
Jawani Meri Tujhe Bulaye, Aaja Piya
Jawani Meri Tujhe Bulaye, Aaja Piya
Main Hoon, Jannaton Ka Noor Jaise
Koi, Nazrein Churaaye Kaise?
Aa Doob Ja Is Raat Mein
Kehne Lagi Madhoshiyan
Labze Meri Tu Choom Le
Behki Hui Khamoshiyan
Sabhi Aashikon Ke Shahenshah Hai Hum
Sabhi Husn Walon Ke Hum Hai Sanam
Ja Re Ja Tujhko Ye Dil De Diya
Jawani Meri Tujhe Bulaye, Aaja Piya
Jawani Meri Tujhe Bulaye, Aaja Piya
Chhoo Le Mere Jismon Ke Rang
Jee Le Lamhe Ye Mere Sang
Kal Kya Pata? Mauka Na Ho
Is Raat Ka Le Le Maza
Haan, Chad Ke Kabhi Utre Na Jo
Thehra Nasha Karle Zara
Sharabon Se Zyada Nasha Doongi Main
Raatein Aawara Bana Doongi Main
Sharabon Se Zyada Nasha Doongi Main
Raatein Aawara Bana Doongi Main
Le Le Maine Mauka Hai Tujhko Diya
Jawani Meri Tujhe Bulaye, Aaja Piya
Jawani Meri Tujhe Bulaye, Aaja Piya
Written by: Kumaar
Aajaa Piyaa Song Description
The song "Aajaa Piyaa" from the movie "Badass Ravi Kumar" is a high-energy romantic track that perfectly blends passion with a playful vibe. Sung by Himesh Reshammiya, Divya Kumar, Rupali Jagga, and Sana Arora, with music also composed by Himesh Reshammiya and lyrics penned by Kumaar, the song is a compelling invitation to love and live in the moment. The lyrics begin with a profound thought, acknowledging the power of money but asserting that it isn't everything, before diving into the intoxicating promises of youth and romance. The singer pledges an experience more addictive than wine, promising to turn nights wild with passion. Featuring the dynamic duo Prabhudeva and Kirti Kulhari, the song's catchy tune and powerful vocals capture the excitement of love and the irresistible call of desire, making it a memorable number in the film's soundtrack.